Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai

Re: Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai

gham awwaaawww

Re: Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai

kebeh kebeh mere dil meyn kheal ata he ap yaha reg na kerte to ketna acha hota cafe meyn sakon hota :ASA:

:shikra: hum yahan sukoon lanay hi to aaye hain

:shikra: bohat khoob , alakmand insaan lagtay hain aap

Re: Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai

khabii khabii mere dil mein khaYal ata hai
phelay lahore phir sahiwaal atah hai

:@:

Re: Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai

kabhi kabhi khayal aata hey :wub:

qabz ka wahid hal :cb:

Re: Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai

badshah salamt kyon nai dkehte aap idher

:shikra: bohat khoob

:blush: hamara??

:shikra: hum dekh hi to rahe hain

Re: Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai

hum? yahan kitnay badshan salamat hain? aur yeh aap badshah kab sey hogaye? :hoonh:

to hum kya lagtay hain aap ko:shikra:

:blush: hum apnay aap ko hum bachpan say kehtay hain

aap mujhay gupshup kay jhaaro lagtay hain :CareBear:

iss main itna blushnay ki kya baat thee bhala? :hoonh:

Re: Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai

:aq: aap jo humein itna ghoor rahi hai

:shikra: ghoorna band karein hum bhi sharmama band kar dein ge

ghoorain meray dushman.:snooty: mujhay koi shoq nahi hai aap ko ghoornay ka..fuzool main aap ko khush fahmi hogayee hai :smack:

Re: Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai

hee me sadke jaun

:hmmm: khush fehmi??

humein aap ka yehi andaz to pasand haI:blush:

man hi man main chahnay wala:jano:

Re: Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai

^^^yahan kai horaha he..hume bht bura lagta he apka kisi aur ko chana

Haye Allah..! koi tou mila humain chahnay wala :blush:
acha aur kya kya pasand hai aap ko ? :smiley:

citrine :barbie:

Re: Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai

aaj kal mein akela rehta hoon to PIZZA aur BURGERS aur CHINESE food per zinda hoon, to aapko ek ghareeb aadmi ka to pata hai key woh kya khaata hai BADSHA SALAMAT :k:

hu to har kisi ko chahte hain:jano:

yeh pizza kya hota hai noujawaan:aq:

ROTI key upar salan daltey hain aur uss ko PIZZA kehtey hain JAHAN PANAH