Re: Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai
:aq: yeh to nahayat na-muhazzab tareeka hai
salan alag rakh kar khana chahiye
Re: Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai
:aq: yeh to nahayat na-muhazzab tareeka hai
salan alag rakh kar khana chahiye
Kabhi kabhi meray dil main khayaal aata hai
rahain sub bhookay, meray baap ka kiyaa jataa hai
Re: Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai
wah wah
khoob tanz kee aap ne
iss ko ghareeb ka khaana kehtay hain JAHAN PANAH plate nahi hai na merey paas
Kabhi kabhi meray dil main khayaal aata hai
rahain sub bhookay, meray baap ka kiyaa jataa hai
waah waah waah, iss ko kehtay hain jawabi firing.
adaab alam panah
ab aap ki baree hai aglay shair ki ![]()
shukriyaa, tasleemat
:aq: humein aap ki gurbat pe sakht tashweesh hai
Kabhi kabhi mere dil main khayal ata hai
humein kis kambhakt ne kata hai:mad:
waah waah waah, iss ko kehtey hain SHAIR ka rape.
Re: Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai
astaghfirullah:o
astaghfirullah:o
maazrat chahta hoon JAHAN PANAH ghareeb aadmee hoon iss liye patree sey utar gaya :D
Re: Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai
:aq: hamaray mulk main rail gari kahan hai jo aap patri say utrein ge
Re: Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai
jahan panah mein mahawratan istemaal kar raha tha, lekin waisay barabar waaley mulk mein hai reil gaaree.
Kabhi kabhi mere dil main khayal ata hai
jo kate tum ko, wo subha tuk mar jataa hai
Kabhi kabhi mere dil main khayal ata hai
jo kate tum ko, wo subha tuk mar jataa hai
yeh shair mein KUTTAY bhi shamil ho gaye, muqarrar muqarrar.
Re: Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai
hazoor-e-alla in sab ko do do kore lagane ki agaya chaie..itni ghustaki keh aapke naam keh sath kute ka naam bhi len ..
aur malika sun sakti he yeh kya?
..itni ghustaki keh aapke naam keh sath kute ka naam bhi len ..?
exactly,
kuttay ko buri lug sakti he ye baat
Re: Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai
^^ ayee hee tumhari zuban bht khuli nai hui mastande :D
Re: Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai
hahahah lol :D
han g lane to sakon he ae teh per besakonee ho gai
![]()