**Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai
ke gareeb admi kya peeta kya ,khata hai
![]()
**
Hum to ek alaa darjay ke shayer bhi niklay:jano:

Re: Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai
ufffffff...aap kyon fikar karne lage itni....gharebon ki
Re: Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai
Aalijah, aapko maloom hona chahiye k aapki ri’aaya kia khaati peeti hai ![]()
to hum nah karein ge to koun kare ga
:aq: aap ka to maloom hai , hum har roz do teen laga matlab khila dete hain
Re: Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai
Tou phir tension kahey ki leta hai rey pappu ![]()
Re: Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai
badshah aapka dil kitna naram he apni janta kelie
Re: Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai
greeb admi garmi khata aur ghusa peeta hai
:aq: pappu humein sird maharani bulateein hein
aap ko aisa lagta hai?
hamari awam kitni bewakoof hai,garmi khati hai:aq:
wo bhi koi khanay ke cheez hai, sabziyan gosht kyun nahi khati?
Re: Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai
kiun kay un ka badsha ayash hai ![]()
Re: Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai
Ghustaakhh!! nafarmaan!!
SIPAHIYOO IS KO LE JA KE SHAKT SAZAAAA DOOOO!!!![]()
Re: Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai
O plaskat ka taj pahnNay walay ..... itna ghrur aur ghumand aur zulm na karr.
Re: Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai
khamosh !! tumhare pass to wo bhi nahi:o
changa hai na ![]()
Re: Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai
![]()
Re: Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai
O badsha salamt itna jor na lagao...
Re: Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai
:aq: abhi to aap ko kuch lagaya bhi nahi hai
jab lagaein ge to janay tab aap ky karein ge?
Re: Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai
badshah salamt eik nigahe karam idher bhi daalen naa
Re: Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai
baadshah sochtay bhi hain:hmmm:
Agar yeh sawal hai tu is ka jawab hai, woh GHussa peeta hai aur GHam KHaata hai.