Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!
burai kiuN hogii bhalaa, Miss Genius? ![]()

ab ye genius kaun hai ?:aq:
Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!
Main the born Genius ![]()
Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!
aap itne mazakhia kyun ho? ![]()
Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!
^aap ko itna shuk kyun hey?![]()
Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!
aap itnii shakki mizaaj kiuN haiN? :P
Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!
^aap ko aesa kyun laga key mey shakki mizaaaj hoon?:aq:
Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!
shakki mizaaj honaa kia burii bata hai?
Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!
aap bhi shakki mazaaj hain kya?:aq:
Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!
mery paas koi sawal nahin per her sawal ka jawab zaroor hai

**
welcome to the thread Sayyma Ji...
har sawaal kaa jawaab hii sawaal kiuN ho?**
welcome to the thread Sayyma Ji...
har sawaal kaa jawaab hii sawaal kiuN ho?
kiyunke har jawab ke pichey ek sawal hai :D:
apki urdu/hindi bohat achi hai, english bhi aala hai
lekin aap ziyada tar phir bhi urdu main karte hain, I like it ....
aur konsi zuban ati hai? desi chor ke
mery paas koi sawal nahin per her sawal ka jawab zaroor hai
kiyunke har jawab ke pichey ek sawal hai :D:
apki urdu/hindi bohat achi hai, english bhi aala hai lekin aap ziyada tar phir bhi urdu main karte hain, I like it ....
aur konsi zuban ati hai? desi chor ke
**
is thread meN tashreef aavorii ke liye banda shukria adaa kartaa hai aapkaa...aur bahooot bahooot shukria ek baar phir k aapko meraa urdu kaa iste'maal is forum par bhalaa lagaa.
faarsii...samajh letaa huN, soch soch kar likh bhii saktaa huN aur TooTii phooTii bol bhii saktaa huN magar ravaanii nahiiN hai kiuN k farsii maiN ne sirf High School meN baRhii thii. mujhe farsii bahooot achchhi lagtii hai magar mere gharwaaloN ne meraa ruKh Sciences kii taraf moR diyaa varna maiN farsii kii ta'leem Haasil kartaa. Khair jo huaa so huaa ab kia ronaa uskaa :)
ek musalmaan hone ke naate arabii paRh letaa huN aur Qur'aan ko thoRaa bahooot samajh letaa huN kahiiN kahiiN se.
aur aap ko kin kin zabaanoN par 'uboor Haasil hai?**
Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!
gulabi urdu LOL ab kuch arse se theek ho gai hai......
Japanese native level
english hhmm business level
and Farsi/Arabic same may like u..... lekin lagta hai apne kuch inkisar se kam liya hai ismain LOL.....
kiya aur bhi swal karon ? hahahaha

**wow...mashaa Allah...mujhe to aap pe gumaaN guzre hai k aapne aajzii aur kasr e nafsii se kaam liyaa hai...Japanese kaise seekhi janaab? japani zabaan ne mujhe hamesha masHoor kiyaa hai...:)
sawaal pe sawaal daaGhna kia is laRii kii jaan hai?**
Japanese islye ati hai ke school, college, uni. sab yahan hi hai aur ham bhi yahan hi hain :aq:
Ye larii kiya hai ? LOL
**
oohhhhhh to aap Japan meN haiN…mashaa Allah…maiN ek baar udhar se guzraa thaa…i didn’t see much but its a great place to be…congested though…lol
kiuN bataauuN k laRii thread ko kahte haiN???
**
acha idhar se guzre the tou phir salam hi karte jate ![]()
I C larii mean thread
jane ki ijazat hai ? LOL phir mulaqat ho gi …
acha idhar se guzre the tou phir salam hi karte jate :D:
I C larii mean thread
jane ki ijazat hai ? LOL phir mulaqat ho gi ...
**
salaam kiyaa to thaa aap ghar pe nahiiN the...naukar ne to yehii bataayaa thaa ;)
ji, kiuN nahiiN...phir mulaaqaat hogii, iA :)
mulaaqaat kaa koi waqt mo'aiyan kiuN nahiiN hotaa?**
Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!
mo'aiyan hona zaroori kyun hey?