Timepass December 2014 (Bheega Huwa Mosam)

Re: Timepass December 2014 (Bheega Huwa Mosam)

Dil toR ke mat jayyo, barsaat ka mausam hai
Munh phair ke mat jayyo, barsaat ka mausam hai
Bheega jo badan maira, jal jaaye ga tan taira
Kuch dair to ruk jayyo, barsaat ka mausam hai