ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

yeah kia ho raha hia
mujhe to kuch sammajh nahin araha mein kia karoon?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

phir mujhey kya samajh rakha hai?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

Batawun kya? :aq:

:cb:

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

kyon nahi batana kya?:aq:

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

aap itni curious kyun hain ji?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

aap kabhi curiosu nahi hoteen?:aq:

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

App log sawal kar kar k thktay nahi?????

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

aap bata ker ke thak jati hain kya?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

ap ne aisa kion pocha?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

:salam:everyone

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

Ji aap ko salam karne ki taufeeq abhi hi kya?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

apney salam kiya tha DP?:aq:

sadaf :wsalam:

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

LP, aap ko ab yaad aya kya? :bummer:

:wsalam: sadaf

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

@DP main ne salam kar to dia na. ap ne kia?:barbie:

@lp kesi ho?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

aapko jawab dena zaroori hai ya can i skip? :bummer: :k:

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

:alhamd:
HH :salam:
:waves:

ap ko skip karna chahiye kia?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

Maine doosre thread mein sab ko Salam keh diya tha. baar baar kehna chahiye kya? :snooty:

warna aap log bolo ge ke nayee nayee musalmaan banni hai :frowning:

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

awww. bar bar salam karny main koi burai hai kia?

:rotfl: