Re: Aaj Aap Nay Kia Khaya Hay :)
subhanallahhhhhhhhhhhhhhhhh
isi liye itni sandi ho toba toba
Re: Aaj Aap Nay Kia Khaya Hay :)
subhanallahhhhhhhhhhhhhhhhh
isi liye itni sandi ho toba toba
Ittna kum mat khao maliha g beemar ho jao gi ![]()
subhanallahhhhhhhhhhhhhhhhh
isi liye itni sandi ho toba toba
Mashaallah kahtay hay kissi ko khata daikh kar leekan u kay munh mein tou paani bhar aaya ho ga yah sun kar ;)
Re: Aaj Aap Nay Kia Khaya Hay :)
tobah sanan beemarrrrrrrrrrrrrrrrrrrrr
Mashaallah kahtay hay kissi ko khata daikh kar leekan u kay munh mein tou paani bhar aaya ho ga yah sun kar ;)
pani nhi bhar aya herat hui k diet k sath itnaaaaaaaaaaaaaaa
Tou aur kia mein jub beemar hota hoon tou aisa khana khata hoon
yaar aisi shaklain to nah banao ![]()
Re: Aaj Aap Nay Kia Khaya Hay :)
hahaha waisay sanan ap ne kya khaya aj?
hahaha waisay sanan ap ne kya khaya aj?
Khubza aur sath daal numa koi cheez thi :(
Re: Aaj Aap Nay Kia Khaya Hay :)
daal numaa???
bs itna thora
Re: Aaj Aap Nay Kia Khaya Hay ![]()
Actually hamary boss ka kahna hay kah ziyada kha kar neend aati hay iss liye lunch mein sirf burger khao leekan me ka pait naheen bharta hay iss liye cook mairay liye KHubza “danda numa rotti” aur raat ka salan rakh laita hay ![]()
Re: Aaj Aap Nay Kia Khaya Hay :)
hahahah how sad.....kuch paisay kharach k achi cheez kha lia kro
daal and toast
wah wah kia baat hay daal aur toast ....... waisay shorba aur toast kabhi khaya hay kia ?????
Re: Aaj Aap Nay Kia Khaya Hay :)
ohhhhh yeah its lush
lol
shorba with aloo mmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm
Re: Aaj Aap Nay Kia Khaya Hay :)
kbi toast with malai khaya he?
Dabo dabo kar ![]()
milk kay sath to khaiy hain malai kay sath ittefaq naheen howa hay
Re: Aaj Aap Nay Kia Khaya Hay :)
acha kbi itifaq krna bra maza ata he
Re: Aaj Aap Nay Kia Khaya Hay :)
m just waiting for my lunch ................ pta nhi woh uloo ka patha kha marr giya .. (my friend)
Re: Aaj Aap Nay Kia Khaya Hay :)
sharam kro friendz ko ullo ka patha kehty ho