acha kbi itifaq krna bra maza ata he
OK i'll try ........
Re: Aaj Aap Nay Kia Khaya Hay :)
is mai sharam krne wali kya baat hai ...... tum bmeri friend hoo .. .mai to tmhe b uloo khta hoo .. haha
Re: Aaj Aap Nay Kia Khaya Hay :)
wohi to chachoo sarmad mj se suntay b to bohat ho
waisay am i ur friend?
Re: Aaj Aap Nay Kia Khaya Hay :)
kyu tum friend nhi hooo ?????????????
Re: Aaj Aap Nay Kia Khaya Hay :)
yani nhi hoo .. ok so no more fightings then .....
Re: Aaj Aap Nay Kia Khaya Hay :)
biryani n cake :@:
Re: Aaj Aap Nay Kia Khaya Hay :)
yeh kia combination hua bhala??
I had a beef burger
Re: Aaj Aap Nay Kia Khaya Hay ![]()
n woh bhi breakfast mei ![]()
Re: Aaj Aap Nay Kia Khaya Hay :)
nahi brunch main
Biryani par cake chirak ka khaya tha ya cake par biryani ![]()
Re: Aaj Aap Nay Kia Khaya Hay ![]()
brunch - breakfast n lunch :aq:
sannan mainey dono ko mix ker ke khaya tha ![]()
Acha phir theek hay … good combination ![]()
waisay kabhi gajar kay halway mein nimko daal kar khai hay ![]()
Tum sara khana harap kar jati ho aur mein bhooka rah jata hoon iss he liye offer naheen karta hoon ![]()
Sirf chaknay kay liye doon ga ![]()
Re: Aaj Aap Nay Kia Khaya Hay ![]()
aap rehne dijiye kanjoos kaheen ke ![]()
mai khud paka ke kha loongi ![]()
very good tou mairay liye bhi rakh laina ![]()
Re: Aaj Aap Nay Kia Khaya Hay ![]()
![]()
aapko sirf dikah dikha ke khud khaongi ![]()
chalain me off now
Allah hafiz everyone ![]()
u kay pait mein dard ho jay ga ![]()
ok c u next time …