Re: Aaj Aap Nay Kia Khaya Hay :)
^
i think i will have bread and tea today
Re: Aaj Aap Nay Kia Khaya Hay :)
^
i think i will have bread and tea today
Re: Aaj Aap Nay Kia Khaya Hay ![]()
rukha Karela ![]()
Liken us ke bad Chawal kabli chnay walle aur gosht ![]()
hain rokha kareela aur woh bhi neem charha ![]()
Re: Aaj Aap Nay Kia Khaya Hay :)
Jee ruhka karella bohat acha hota hain insaan ke jism kilya, lekin pir be usko kane me koi maza nahin :(
Re: Aaj Aap Nay Kia Khaya Hay ![]()
main nay aaj chiken samosaas with coffee and after that garam garam aloo walay naan with raita eata hai:yummy:
Re: Aaj Aap Nay Kia Khaya Hay ![]()
sarmad
laalchi kaheen ke ![]()
hur jagah pahunch jaate hain khaane ![]()
ache bache nahi maanget ![]()
![]()
kaisi ho maya
Re: Aaj Aap Nay Kia Khaya Hay :)
^ oyeee meri kheer kha hai ???
Re: Aaj Aap Nay Kia Khaya Hay :)
aaj main nay ice khaye.. bohat sari
Re: Aaj Aap Nay Kia Khaya Hay :)
Lohay kay chanay aur khiali poola-o.
^ oyeee meri kheer kha hai ???
in process of being made :@:
Re: Aaj Aap Nay Kia Khaya Hay :)
Qeema aur Parathay
Re: Aaj Aap Nay Kia Khaya Hay :)
Aaj
main nay na hajmola khaya :D
Re: Aaj Aap Nay Kia Khaya Hay :)
itna na bhara karo
Re: Aaj Aap Nay Kia Khaya Hay :)
Saag paratha
Re: Aaj Aap Nay Kia Khaya Hay :)
main nay kisi ka deemagh khaya :D