Timepass- May 2012

Re: Timepass- May 2012

:chai:

Re: Timepass- May 2012

raat ko chai :hayaa:

Re: Timepass- May 2012

Mein toh :chai: kissi waqt bhi pee sakta hoon.

Waisay aaj kul Bats bauhat hain. :no:

Re: Timepass- May 2012

rat ko chai peene se nend nahi aati :smack:

yes :smiley:

Re: Timepass- May 2012

Mein :chai: pee ker 2 minute baad soh bhi sakta hoon. Bat nahin hoon. :nahi:

Re: Timepass- May 2012

but normallly neend nahi aati chai ke baad:emmy:

Re: Timepass- May 2012

Superman per :chai: ka asar nahin hota. :snooty:

Re: Timepass- May 2012

khushfehmi :hehe:

Re: Timepass- May 2012

do ki bajae banai hai chai ek cup
afsos aaj tu bhi faramosh hogaya :bummer:

Re: Timepass- May 2012

:bummer:

Re: Timepass- May 2012

maanaa k taGhaaful na karoge, lekin
“chai bhii ho jaayegii ThanDii peene tak!” :smiley:

Re: Timepass- May 2012

iska original sher is one of my very fav’s :hinna:

Re: Timepass- May 2012

Ye wala shair kisi bahu ne apni saas ke liye likha hoga :chai:

Re: Timepass- May 2012

yahan bhi saas bahu :bummer:

Re: Timepass- May 2012

aur kahan saas bahu.. kia aap star plus dekh ke aai hain :faizy:

Re: Timepass- May 2012

u meant this one?

ham ne maanaa k taGhaaful na karoge, lekin
Khaak ho jaayeNge ham tumko KHabar hone tak?

Re: Timepass- May 2012

woh tou ehsan uncle aur shak ko pasand hain :@:

Re: Timepass- May 2012

nai :konfused:

Re: Timepass- May 2012

yes:hehe:
yehi thaa

Re: Timepass- May 2012

Aap kee banayee howee :chai: joh bhi piye ga woh yehi karey ga. :hehe: