Timepass- May 2012

Re: Timepass- May 2012

:yawn:

Re: Timepass- May 2012

:salam: susat log. :chai:

Re: Timepass- May 2012

:wsalam: garmi ke mare kuch kaam nahin hota..

Re: Timepass- May 2012

Thandi lassi piyo.

Re: Timepass- May 2012

aisi cheezen peene so aur susti badhti hai

Re: Timepass- May 2012

:naraz:

Re: Timepass- May 2012

Kis se?

Re: Timepass- May 2012

Aap sub se :naak:

Re: Timepass- May 2012

Naraz mat hon.. aaj ninja ka birthday hai.. janab kahan ghayab hai

Re: Timepass- May 2012

I am off to a wedding - no, not mine. :emmy:

Re: Timepass- May 2012

:cb: hum ne kab kaha ke aap ki hai

Re: Timepass- May 2012

Birthday celebrate ker rahe honge:@:

:hehe:

Re: Timepass- May 2012

:emmy:

Re: Timepass- May 2012

aapne poorey GS ko mere khilaaf ker diya:crying:

Re: Timepass- May 2012

yeh toh acchhee baat hai :sadiyah:

Re: Timepass- May 2012

:naraz:

woh kaisey ?:naraz:

Re: Timepass- May 2012

Pehlay yeh batein kay howa kiya.

Re: Timepass- May 2012

Sub raat ko aaney se darte hain :teary2:
kehte hain Ehsan uncle ne narazgi ka izhar kiya hai unn logon ke liye jo raat ko aatey hain :naak:

Re: Timepass- May 2012

BAT ka khitaab yunhi toh nahin milta na.

Re: Timepass- May 2012

beychara bat akela inteekhab ke andherey caves mai phirta hai raat ko :teary2: