Timepass- May 2012

:salam:

Baharon kaa mausam janay ko and garmi ab anay ko hai :smiley: Waqt ka ehsas hi nahi hota guzarnay kaa :naak: kahan ata hai kahaan jata hai :naak: aisa naa kiya jaaye kabhi khaali time pass hi kiya jaaye :wink:

Sab kaisay hain :hula:

re: Timepass- May 2012

aaj koi bhi nahi hai :naak: Sannan, Muqawee, ninji, MM, ehsan bhai , Sta , boredman :naak: IS bhai , LP :naak: Sabng: Sab ghaib hain :crying: Jab mein aati hoon koi bhai nahi hota :crying:

re: Timepass- May 2012

:salam: UZ

Back in action. Good job on Labor day :k:

re: Timepass- May 2012

:salam: utho jago poetry walo May aa gaya hai. :chai:

re: Timepass- May 2012

Aaj chutti hai.. sab soe hue hain :yawn:

re: Timepass- May 2012

^ yahan chutti nahin hai. :emmy:

re: Timepass- May 2012

Aap ke haan labor nahin hoti na.. iss liye :hehe:

re: Timepass- May 2012

Hum log fazool chutina nahin manatay. :no:

re: Timepass- May 2012

Chhtiyaan kabhi fuzool nahin hoti :snooty:

re: Timepass- May 2012

Hum yahan kul Gilani kay PM rehnay per jashan manyien gey. Itna azeem leader buch gaya.

re: Timepass- May 2012

:nono: Zardari ka ghoda marne per chutti hogi.. Democratic Animal’s day!

re: Timepass- May 2012

:icono: we are here UZ…humarey haan bhi chutti nahi hai muqaweeee

re: Timepass- May 2012

:hinna: ab to hamare haan bhi khatam hi hogai.

re: Timepass- May 2012

nashukre loog:emmy: mili tou theeeee na…aahain bhar rahey hain:smilestar:

re: Timepass- May 2012

aaj mujhay finally kaam kerna yaad aa gaya :naak: BTW its not our labor day :stuck_out_tongue: Pakistanis ka kayal kiya

re: Timepass- May 2012

Attay hi bhangraa paa liya

re: Timepass- May 2012

Araam kaa time khatam :hehe: chalo kaam karo shabaash

re: Timepass- May 2012

itna sannata thaa…socha bhangra krongi tou shayad aas paas se loog tamasha he daikhne aa jaain:hehe:

re: Timepass- May 2012

Chutti Maghrib tak achi lagti hai. Uske bad doobara se tempo banana :hinna:

re: Timepass- May 2012

I agree …mujhey bhi friday maghrib ke baad se acha nahi lagta :crying: baar baar yaad aata hai ki kulse bk to work :frowning: