Timepass- May 2012

Re: Timepass- May 2012

Per ye maine thodi kaha hai.. ye Wasi Sah ne apni Saas ko tana mara hai

Re: Timepass- May 2012

:salam: Itni khamoshi. :chai:

Re: Timepass- May 2012

:hmmm: kisi toofan ka pesh khaima to nahi

:wsalam: shadi ki dawat kaisi rahi :yummy:

Re: Timepass- May 2012

Toofan kaisa, LP toh soh rahee hai. :hehe:

Shaadi kee dawat achee rahee. Kahana :yummy:

Re: Timepass- May 2012

Kia tha khane main? aap ne bad parhezi to nahin ki :emmy:

Re: Timepass- May 2012

Gajjar ka halwa ho toh bud parhezi toh honee hee thee. :blush:

Re: Timepass- May 2012

Aap ke haan ab tak gajar ka halwa chal raha hai aur hamare haan faalse aur aam bhi aa gae hai :yummy:

Re: Timepass- May 2012

faalse. :yummy:

Re: Timepass- May 2012

50 rupe pao hain.. :)

Re: Timepass- May 2012

:salam2::yawn:

Re: Timepass- May 2012

:wsalam:

:music:

Re: Timepass- May 2012

:chai: ki baat karen:mad: jag to gae hi hun:bummer:

Re: Timepass- May 2012

aap ne masale wala chai pi hai kabhi?

Re: Timepass- May 2012

nahi per me apni recipe se banate hum

Re: Timepass- May 2012

iss main masal konsa padta hai? Chat masala to nahi.. main abhi faalson pe kala namak chirak k kha raha hoon :yummy:

Re: Timepass- May 2012

MUJY ACHE NAHI LAGTI
es mi dudh icecubes orr cheni dal k bana k pe,en phir dekhen
abhi aik mnt mi ban jaega

Re: Timepass- May 2012

faalse main doodh :hayaa:

Re: Timepass- May 2012

han :bummer: falson mi :rolleyes:

Re: Timepass- May 2012

waise mera ek dost DG Khan main rehta hai.. wo wahan se Anaar aur faalse ke sharbat lata tha.. Its :yummy: meri dadi achar ke ander thode se faalse daal leti thi.

Re: Timepass- May 2012

ACHAR MI …HMMMM yi to mujy saas ko batana pare ga mere unko FALSHEY:cb: bohat pasand hen