Timepaas

Re: Timepaas

:wsalam: jita rhien khush rahien

how mean u r :naraz:
:crying::crying::crying::crying::crying:

Re: Timepaas

ki hoya paen???itna badda munh khol lia,Allah kher kare :cb: or kal se ap ki online hone wali batti bal rhi hai,kher hai???

Re: Timepaas

ji kher e kher hay
jitna munh ho ga utna e khole ga na :@:
kal se nai 2-3 dino se batti on kar di hay main ne :@:

Re: Timepaas

ye b sahi kaha k jitna hoga utna he khulay ga per main samajh rhi thi k bas choosni dalwanay jitna khulta hai :cb:
ye batti wali barri khabar hai..isse geo ki breaking news main chalna chahiye :cb:

Re: Timepaas

mean kahan woh toh khush hongee apna :crying: trademark dekh ker. :hehe:

Re: Timepaas

:hoonh:
batti ban kar dun ga per geo se breaking news nai chalwaoon ga :nahi: :no:

Re: Timepaas

liken sath aap k comments b parhe gi wo :crying: :crying: she is pehle se e naraz pata nai kyo :snooty:

Re: Timepaas

han na chalwana..main khud barri tapi baithi hun un pe..naam geo or khabrain sara din merne ki :cb:

Re: Timepaas

wailay banday :cobra: kia kar rahay hain idhar :sunnyboy:

Re: Timepaas

ap ne mujh masoom ko yaad kiyaaaa:blush:
mein apka depression barhane aa gai hoon :crying:

Re: Timepaas

Depression hee depression. :mad:

Re: Timepaas

acha chai surrrrrrrrrrrrrr kar ke piyein na phir depression nai hogi :crying:

Re: Timepaas

ap apna heth na sarr lena…haq halaal ki khane wale :omg:

Re: Timepaas

Muskaan a gai naheeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee :e6:

Re: Timepaas

Lo hum aa gaey… :smiley: chalo kis, kis ney autograph lena hey…shaabaash jaldi…aur line meiN sab…no pakistaniat please :nono:

Re: Timepaas

salaam...subHun Noor...aa to maiN bhii gayaa magar jaane ke liye...time to go to work...take care...see u in a lil while iA :)

Re: Timepaas

hum sirf apko helo kahnay ay ,varna to hum ja rahy hyn

Re: Timepaas

aik sha’r sunanay ko dil kar raha hi KKF vasy ap k leay nhi hi

soraj nikal raha tha waqtay sobh na tha
vo asay waqt a’ay jb sajda rava na tha
apna khyal rakhna :wave:

Re: Timepaas

Azizaan-e-man..... :)

Re: Timepaas

azizan-e-man ye dalda banaspati bananay walon ki taraf se ghee ka dabba :omg: