Azeezaan-e-man…aap ke leeye meidaan-e-jang ko azsar-e-nao taiyaar kar dia gaya hey… to yalghaar ho…and … toot parro ![]()
Re: Timepaas
hayeN? :o vo puraanaa TIMEPASS ke thread kaa kia huaa?
Re: Timepaas
salaam...naye room meN :)
Re: Timepaas
Wassalaam naye room mein :(
Re: Timepaas
pahle waalaa room kiuN band kar diyaa gayaa? khaane peene ke dauraan gandagii bahot machaaii kia dostoN ne? ![]()
Re: Timepaas
nahi naya maheena charha hai to naya thread :D
Re: Timepaas
Aap logoN ney wahaN pe jo jangeiN larreiN theiN, us ke baad us room ko band kar dena hi munaasib tha ![]()
Re: Timepaas
sab se ziada to mujh masom ko zulm ka nishana banaea gea ![]()
Re: Timepaas
hello Muskaan...how are you???? :)
Re: Timepaas
bhai me apse naraz hoon aj se ![]()
![]()
Re: Timepaas
Wajoohaat bayaan ki jaeiN…
Re: Timepaas
Yeh sara January toh rotey guzara aab Feb bhi kya issi tarah jaye ga? ![]()
to all, koi
toh liye.
Re: Timepaas
slam all ![]()
Re: Timepaas
jhooooooooooooooooooooooooooooooot ![]()
Re: Timepaas
w.slam ![]()
shayad tab tak hum adi ho jain ![]()
nai paen mujhe mana hai…so ap b na peeain nai to mera dil b kare ga ![]()
Re: Timepaas
naya thread lagane ka ye matlab to nai k banda purane logon ko bhool he jaye…m shazia ![]()
Re: Timepaas
ab mene kya ker dia :dinner: wese tum mujhe baji keh sakti ho ye bhai wali science meri samajh se bahar hai ![]()
Re: Timepaas
sara saal aese hi dont worrie ![]()
**shazia baji **ap aj kia kha ke ae hain ![]()
Re: Timepaas
iska pata ap ko khud lagana ho ga ![]()
Re: Timepaas
zehar ![]()