Re: Timepaas
haan mene lena hai,subha se wait ker rhi hun,to day den phir…fine ![]()
Re: Timepaas
haan mene lena hai,subha se wait ker rhi hun,to day den phir…fine ![]()
Re: Timepaas
I know aap mazaaq kar rahi ho…is leeye jaaney deta hooN…agar serious hoteiN to mujhey gussa aa jaana tha ![]()
Re: Timepaas
per mene to koi joke nai mara ![]()
Re: Timepaas
lagta hey aap ney sab ko bhaga dia yahaN sey...
Re: Timepaas
Amal ap ko koyal k naam ka pata :p
Re: Timepaas
maiN phir se ek baar Haazir-e-Khidmat huN...salaam alaikum :)
Re: Timepaas
Amal ap ko koyal k naam ka pata :p
Ji...Koyal ka naam hey... ••••• •••••••• :D
Re: Timepaas
maiN phir se ek baar Haazir-e-Khidmat huN...salaam alaikum :)
Bismillah.... kheir sey kidhar ki khaak urra kar aa rahi hey nawabi sawaari???? :)
Re: Timepaas
Ji...Koyal ka naam hey... ••••• •••••••• :D
koyal ka naam .............ye :D hmmmmm :( kisi ne poocha hia is leay poch rehi thei ap ko yaa hia k nahi :)
Re: Timepaas
koyal ka naam .............ye :D hmmmmm :( kisi ne poocha hia is leay poch rehi thei ap ko yaa hia k nahi :)
Jawab sahi hey ya nahi??? :)
Re: Timepaas
Jawab sahi hey ya nahi??? :)
is se tu smiley banta na :(
Re: Timepaas
Yani ke aap confirm bhi nahi kareiN gi. Right? :pcg:
Re: Timepaas
http://www.youtube.com/watch?v=E_mtmnptlTA
Re: Timepaas
Walaikumassalaam ab ham haa gaye hahin ronay nahi dein gay use ![]()
Re: Timepaas
salaam…welcome back…tabii’at kaisi hai?
Re: Timepaas
aaj pehlay sey aur behter Nahi hai
but theek ho jaage gi shaam tak ![]()
Re: Timepaas
inshaa Allah…chicken kaa soup piyeN aur cheesecake khaayeN
iA shaam se pahle hii bahatar ho jaayeNgii ![]()
Re: Timepaas
Cheesecake :D yeh neem hakeem sahi baat hi bata raha hia kaya :D
Re: Timepaas
rok sakti hain to rok lain ![]()
Re: Timepaas
Hello Muskaan :)