Re: Time Pass
yeh kya bla hai?
Re: Time Pass
yeh kya bla hai?
Re: Time Pass
Salam Nj kya karti itni raat mei hum bhi sonay ki try karta but neend nako aati :(
Qu kisi ki yaad sata rai hai?
Re: Time Pass
^ keoN neend keon nahi a rehi ap ko is waqat :) chaliey yahaN do chaar batiN kaRen neend khud a jaiey ghi ..chalo aik silsla shoro kaRtey lakiN sticky nahi kaRen gaiN sheR ka jawab sheR se kia khayal hia :)
Re: Time Pass
agar yahan ki jiN bla’'ooN ka nahi pata tu yahaN kar kia rehi/rahay ho ![]()
Re: Time Pass
Qu kisi ki yaad sata rai hai?
aapko bata to don kahin aap bura na maan jayen :)
Re: Time Pass
aapko bata to don kahin aap bura na maan jayen :)
yaar huri yaad stata rai hogi to bura manay ga na hum.
Re: Time Pass
mein to issi baat k peechay para rehta ghazal ka jawab ghazal se nazam ka jawab nazam se aur shair ka jawab shair se ! but kam he logon k pass itna time n itni samjh boojh hai shayari ki sorry to say copy paste … ![]()
as ur wish aap mujhe har progress mein intikhaab mein he payeen gi ![]()
plus neeno se phir narazgi ho gayi hai socha hai kal routine sahi kar lon
same old routine aa gayi hai ![]()
Re: Time Pass
gustakhi maaf hum sirf achi cheezon ko yaad kartay ![]()
Re: Time Pass
jan 27 2007 se aaj november 6th 2007 aa gayi hai kaafi jaldi progress kar rahe hain ![]()
Re: Time Pass
ohhhhh ap gha ho me kis leay ap se free ho rehi ![]()
Re: Time Pass
qustakhi maaf!
kya yad karo gay…
hum bhi unique chezo ko yaad atay hai smoking
Re: Time Pass
kya kahiye farigh nai na kuch logo ki tara hoonh
Re: Time Pass
qu nikami ap gender dekh kar free hoti hai wink
Re: Time Pass
qustakhi maaf! kya yad karo gay... hum bhi unique chezo ko yaad atay hai smoking
gustakhi k spelling theek kijiye pehle aur haan unique log aap zamanay walay ( asaar-e-qadeema) yahan nahi paye jaatay kahin aur talash kijiye !
Re: Time Pass
kya kahiye farigh nai na kuch logo ki tara hoonh
apnay ghar (Intikhab paklinks) meIn aanay aur rehne waloon ko aap faarigh samjhtay haiN to aaisa he sahi !
Re: Time Pass
gustakhi k spelling theek kijiye pehle aur haan unique log aap zamanay walay ( asaar-e-qadeema) yahan nahi paye jaatay kahin aur talash kijiye !
aray bhaiya itna khafa kyu hogaye ,,, jasy dukhti rug par hath rukh diya ho.
Re: Time Pass
apnay ghar (Intikhab paklinks) meIn aanay aur rehne waloon ko aap faarigh samjhtay haiN to aaisa he sahi !
apna ghar rolleyes
hum kub say pyasay bethay hai kuch pila hi dijiye
Re: Time Pass
aray bhaiya itna khafa kyu hogaye ,,, jasy dukhti rug par hath rukh diya ho.
abhi kachay hain mere bhai aap thora time lagay ga :) ye 2 class k bachay jawab likhtay hain jo aap ne likha hai !
Re: Time Pass
apna ghar rolleyes hum kub say pyasay bethay hai kuch pila hi dijiye
yeah apna ghar i call my gs intikhab my home u hv any problem with dat ?
n yahan paani ki sabeel ki darkhwast mohtaram gizzy bhai ko di jaa chuki hai jald he aap ki ye ummed bhi bar aaye gi so jee bhar k paani pijiye ga waisay kya aap balochistan mei rehte hain ?