Re: Time Pass
abhi kachay hain mere bhai aap thora time lagay ga :) ye 2 class k bachay jawab likhtay hain jo aap ne likha hai !
acha to yaha par reply likhny ki classes bhi hoti hai hmm
chalo shukar hai 2 class mai agaye sedha khush honay wala face
Re: Time Pass
wohi tu me kisi airay gairay se free nahi hoti ..ab lonley ki baat tu kuch hoR hai na…lonley dekh k baat kaR laiti ab ap kis baagh ki moli ho jo falto maiN free
Re: Time Pass
haaN na lonley heamaster haiN adab se baat kaRo gustaakh laRkay
Re: Time Pass
aray what made ya think dat im a larka smoking
Re: Time Pass
aankh se duur na ho dil se utar jaayegaa
vaqt kaa kyaa hai guzarataa hai guzar jaayegaa
For u
Itna khush na ho class se nikal jaye ga
intikhaab ka kya hai chalta hai chal jaaye ga
adaab
Re: Time Pass
mai muli nahi PHOOL ho snooty
Re: Time Pass
actioN se bhaR pooR batoN se ..laRkioN wali koi baat nazar tu nahi a rhei
Re: Time Pass
hmmm gobi k
baloon mai laga lou smoking
Re: Time Pass
ap yaha nazar bhi ata hai hmmm Intresting
Re: Time Pass
baloon mai laga lou smoking
gosht maiN paka na looN :D
Re: Time Pass
baalon mei gulaab k surkh phol lagaye jaatay hain ghobhi k nahi gobhi k phool raihrhi par lagaye jatay hain baichnay k liye !
Re: Time Pass
ap yaha nazar bhi ata hai hmmm Intresting
thoRa hoR baat kaRo yahaN sab kuch honay lagay gha :D
Re: Time Pass
baalon mei gulaab k surkh phol lagaye jaatay hain ghobhi k nahi gobhi k phool raihrhi par lagaye jatay hain baichnay k liye !
bara tajurba hai kahi lagtay to nahi ho gobi rehri par smoking
Re: Time Pass
thoRa hoR baat kaRo yahaN sab kuch honay lagay gha :D
really?
woh bhi wink
Re: Time Pass
jab khud he galay par rahi ho gobhi to usko kahin na kahin to thikanay laga he hota hai
Star sahab hogai na on line bisti…kaha bhi tha key khaber laganey waley pochtey naheen hain !
Re: Time Pass
Pyara Mashwara gobhi k phool k liye
over honay se kaafi maslay create ho jatay hain raihrhi se gir bhi sakte hain gobhi k phool :)