ATA ... kaa pataa

Re: ATA … kaa pataa

:kursi: Meri Urdu ki shuhrat sunkar ATA ny GS per wapis any ka faisla kia tha. Is wapsi sy pehly wali khamosh gumshidgi or wapsi ka kisi ko ehsas bhi nahi howa:snooty:

Re: ATA ... kaa pataa

the funny thing is that I started talking to AQ back in the day on chat because I thought it was ATAs multinick :D

Re: ATA … kaa pataa

:smiley: X2 yahan tumhari jasoosana salahiaton per mujhy shak ho rha hy Tillo ku tum AQ ka nick keh sakty hu ATA is original I bet:wink:

Re: ATA ... kaa pataa

because of the same GOOD sense of humour :D

Re: ATA ... kaa pataa

Aay hay kia khushfahmian hain:D:D

Re: ATA … kaa pataa

have you noticed this smilie → :kursi:
the red smilie is hitting a dead one… see yellow isn’t even moving :hmmm:

Re: ATA … kaa pataa

kiyaa kartaY miyaaN… hallu bolo miyaaN.. Fehmi naY sunnaaN tau ghazab kee baataaN hona hoNgi :smilestar:

Re: ATA … kaa pataa

Mujhy tu aysa lagta hy dheet hadi mar a aadi smiley hy mar sy bhi lutfandoz ho rha hy dill jaly ka dill jala ker :hehe:


Re: ATA … kaa pataa

awww AQ ki urdu mein millawat ho gayi :@:

Re: ATA … kaa pataa

Nako miayn Fehmi ko itni fahmian hotan tu nobatan yahan tak na atian. Fikar nako:femme:

Re: ATA … kaa pataa

Hyderabadi ku milaawaT nakko boltaY miyaaN :vivo:

Re: ATA … kaa pataa

kis ka dil jala hai :aq:

tu phir kaa bolay hai agar milawat na bolay :konfused:

Re: ATA … kaa pataa

:smack2: Lal waly smiley ka:D


Re: ATA ... kaa pataa

ata houwa ..gata houwa ...ghar pohncha to ata ko amma nai bhaija dukaan sai mughal atta lanai k liye ...abi raastai main hai:@: ...tumhain orange taffiyaan zaroor milai gey...bechoo ab araam sai dewar sai take laga k bhaith jao ..sabr sabr:ASA:...

Re: ATA … kaa pataa

^^ Sabr ki talqeen per aik shair yad agiya,
**Ham ny kia ki ana tery ishq main mehbub kia **
Sabry Ayub kia Giriayee Yaqub kia
(Shair namaloom):chai:

Re: ATA … kaa pataa

kissu hyderabadi say baataaN kar kay bolooN kay nakko urdu miyaaN.. jaBRaa ich toR detaiN .. baataaN kartaY… hallu bolo :emmy:

Re: ATA ... kaa pataa

miyan kya to bhi kuch to bhi boltey rehtey, aisee baataan nakko karo, pottee ko urdu mein shair bolney do.

2 Likes

Re: ATA ... kaa pataa

A*kh*eel bhai bolaiN sheraan weraaN sunaayeN achi baataaN nakko miyaaN

Re: ATA … kaa pataa

kahan hai ata saaab :chai:

Re: ATA ... kaa pataa

Abey oye Aye Thew, April 1 to guzar gya