Welcome Back ![]()
Cafe missed you and many of us missed you a lot…
I personally and publically wanted to Thank you for what you did (you know what you did
though it was a wrong approach for a right thing
)
Everyone please, welcome ATA ![]()
Welcome Back ![]()
Cafe missed you and many of us missed you a lot…
I personally and publically wanted to Thank you for what you did (you know what you did
though it was a wrong approach for a right thing
)
Everyone please, welcome ATA ![]()
Re: ATA ... kaa pataa
hoshyaar khabardaaar....ata sahab tashreef latay hain.
AQ bhag kar zara zeeray walay biscuit lay aao.
Re: ATA … kaa pataa
Ata bhai… Welcome shelcome ![]()
Re: ATA … kaa pataa
abhi jab may nay app say kaha tha meri terf say personally apologize ker degeya ga to u were saying you have no idea when he is coming. ![]()
Re: ATA … kaa pataa
I did not know that time… just found out few minutes back ![]()
Re: ATA ... kaa pataa
pata nahee sab keh rahey hain, chalo jii welcomig on you ata bhai
Re: ATA ... kaa pataa
kahan hain mujhe to nazar nahi a rehe!
welcome shelcome ATA bachay :) ..... kahan ghaib ho gay the???
Re: ATA … kaa pataa
Fidaai hamlaY maiN jaam-e-shaahadat nosh farmaayaa aur abb yeh inn kaa punnar (whatever that word is) janam hai ![]()
Re: ATA ... kaa pataa
where is the cheif guest :har jagah jhaanking and dekhing:
Re: ATA … kaa pataa
well said
btw where is he ![]()
Re: ATA ... kaa pataa
We all are waiting :ASA:
Re: ATA … kaa pataa
Welcome back ATA ![]()
Re: ATA … kaa pataa
abhi to wo raha howay hain ![]()
app abhi say danda lay kay phir say unhay… ![]()
Re: ATA … kaa pataa
Haha Welcome Back.
I gotta show you something, I didn’t post** it** because I was waiting for you to come back ![]()
Hint: Aye Kyoo, Aye Kyoo ![]()
Re: ATA … kaa pataa
^
can you send me it in the PM first ![]()
Re: ATA … kaa pataa
chal oye.. makhol nakko karo miyaan. apun ko aisee baataaN khata’yee passand nakko jee ![]()
Re: ATA ... kaa pataa
Amma, aisa kya? Kya miyaN tum bhi kaye ku nakhre dikhate. MayaiN bola na, fikar nakko karo. Chh Cchhh. Kya miyyaN. Cchh
Re: ATA … kaa pataa
to kahan hai ata saab:chai: