http://mushaira.org/ppage.php?poet_name=Amjad%20Islam%20Amjad
Mujy apn sitara dhoondna hai
Sitaron sy bhary is asman ki wusaton main
Falak per kehkasha dar kehkashan ik bykrani hai’
Na os ka nam hai maoolm na koi nishani hai
Bas itn ayad hai mujh ko
**izal ki subuh **
**jab sary sitary **
**alwidai guftgu kerty hoy raston py nikly thy **
tu os ki ankh main ik or tara jhilmilaya tha
Osi tary ki sorat ka **
meri bheegi hoi ankhon main bhi ik khwab rehta hai m
Main apny ansson main apny khwabon ko sajat hon
** or os ki rah takta hon
**Suna gumshuda cheezain **
jahan per khoi jati hain wahin sy mil bhi jati hai
PS:I like this poem by Amjad Islam Amjad. Tread taturiol carefully however I am unable to save this file to my Computer and then convert to GS radio thing:(
Suno enjoy karo or help me how to do mp3 thingi:chai:
Re: Amjad Islam Amjad's Mujhy Apna Sitara dhoondna hai
achi nazam hai.
Re: Amjad Islam Amjad’s Mujhy Apna Sitara dhoondna hai
Shukriya:chai:
Re: Amjad Islam Amjad’s Mujhy Apna Sitara dhoondna hai
Awesome!!!
magar kya dhondnay say itni baree kahkashaon mein app ko sitara Mil jaiy ga:konfused:
i pray k app ko app ka sitara mil jaiy:@:
Re: Amjad Islam Amjad’s Mujhy Apna Sitara dhoondna hai
Nice Sharing goodnewzzz :k:
Re: Amjad Islam Amjad’s Mujhy Apna Sitara dhoondna hai
mujhay to kehkishan hi chaiye ![]()
Re: Amjad Islam Amjad’s Mujhy Apna Sitara dhoondna hai
Woh kehty hain na dhoondny sy tu khuda bhi mil jata hai {Allah ki marzi hu tu) yeh tu sirf sitara hai:wink: Shukriya dua ka Allah tumhari muradin bhi puri kary ameen sum ameen
Shukriya tum bin:)
LOL! Wah; phir sitary tumhin khojty phirin gy tumhin sitara dhonndny ki zaroorat nahi ho gi:D
Re: Amjad Islam Amjad's Mujhy Apna Sitara dhoondna hai
wassup with those warnings :p
Re: Amjad Islam Amjad’s Mujhy Apna Sitara dhoondna hai
kehkishan awan ki baat kar rahay? haah haa kia yaad dila diya g !!
Bahut umda sharing goodnews ![]()
Re: Amjad Islam Amjad's Mujhy Apna Sitara dhoondna hai
Sitara to door ki baat amjad becharay ko to apnay sir par baal nahi miltay

Chand ko badlon ki kia zarorat bhla:D
Re: Amjad Islam Amjad's Mujhy Apna Sitara dhoondna hai
mou pe badal ki khak malta raha
Re: Amjad Islam Amjad’s Mujhy Apna Sitara dhoondna hai
Nawaz Shareef tumhin opra opra nahi lagta chand per bal ugany ky baad:wink:
Re: Amjad Islam Amjad's Mujhy Apna Sitara dhoondna hai
Nawaz sharif humaray kuch lagtay to hain nahi or dosri baat keh un ke sitaray bhi nahi mil rahay ........ shaid kanjon ke naseeb main sitara nahi
Re: Amjad Islam Amjad's Mujhy Apna Sitara dhoondna hai
Sitara to door ki baat amjad becharay ko to apnay sir par baal nahi miltay
mou pe badal ki khak malta raha
maana k aap azad hain laikin kisee k (jub k adabi dunya main aik bara maqam bhee hasil ho) zahiree haal pe itaa bay-laag tabsira ya tunz munasib nahi.
Re: Amjad Islam Amjad's Mujhy Apna Sitara dhoondna hai
maana k aap azad hain laikin kisee k (jub k adabi dunya main aik bara maqam bhee hasil ho) zahiree haal pe itaa bay-laag tabsira ya tunz munasib nahi.
aap ki tareef??
Re: Amjad Islam Amjad’s Mujhy Apna Sitara dhoondna hai
Lagta hai Azad ko meri bat samjh nahi a rahi or main shaid os ky stantdrad ki bat samjhyny sy qasir:(
Re: Amjad Islam Amjad’s Mujhy Apna Sitara dhoondna hai
Bary dukhi hu lagta ho ganj ky sabab rishta toot giya tumhara Mian ham tu ganj ko chand sy tashbih daite hai ap ju kehty rahin:wink:
Re: Amjad Islam Amjad's Mujhy Apna Sitara dhoondna hai
tanz o mazah hummmm
chalain aap MOD ke ladlay ho kahain ban hi na karwa do. gange ko ganga nahi kahain ge tamatar jaise gaal kahain ge. khush??
Re: Amjad Islam Amjad’s Mujhy Apna Sitara dhoondna hai
Han Ganj ko chand or galon ko tumater kehty hain:music:
On ki sorat nazar ay tu ghazal kehty hai:hehe: