Aap kay masaail aur un ka hal

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

^ zaberdast

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

Sukreya

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

of course I do, just send it over..pm me the card number expiration date and the security code.

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

is kay liye taveez ki zaroorat naheen hai, bilah wajah taveez zaya nar karwaya karo. shave your head, grow a fumanchu, move to some pacific island close to tonga an stop loggon on, and believe me, our paths will never cross again.

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

but of course

aap ka dost gay hai..question is irrelevent.

aap khoob roya karein, iss tarah paani bahar nikal jaye ga..

dunya waalon kay kaanon par reham karro..

khoob soyen..yeh bhi koi poochnay ki baat hai..

aaap aisa karein kay jis dost ka tazkira aap nay pichli post mein kiya tha, uss ki suhbat chorr dae, ganday khayal aana band ho jayen gaye. aur agar kucch na ho, toh aap sar mundaein, aur adhay chand wal sham ko kisi talab mein left taang par khatay ho jayen..or zorr zorr say apnu tind par chapair marein…adhi raat kay baad kisi darakht par right taang say latak jayen, aur subah tak tangay raheon, jab log pathar marna shoroo karein toh ghar chalay jayen, sab theek ho jaye ga

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

toh daftar mein syen...ji fitrat say punga kyun laitay hain aap..neend aa rahee hai iss ka matlab ya toh yeh hai keh aap ko neend ki zaroorat hai, aur agar aap apnay jism ko sleep deprivation ki aazmaish mein dalay rakhain gaye toh josm aap say baghawat karay ga aur har waqt neend mangta rahay ga..ya toh yeh masla hai, ya phir ap ki genetic categiry sust-al-wajood ki hai.

aap ko meray paas bohot pehlay aana chahiye tha, ab bohot daer ho chukki hai :(

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

gareeb, gurbaa ki yeh tumhari dunnia, 2 kaan spare main nai rakh saktay... jao ham apna fann ka muzahira nai kartay ab...

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

Pir Jee aap nay parday kion farmaya hua hay . Chahray say niqab/mask hata kar mureedon ko sharf a deedar bakhsh-e-a un key duania aur akhrat badal ja-a gee.

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

ny discounts? :hehe:

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

parday ka faida yeh hay kay parda tau wohi rehta hay, lekin parday kay peechay ka saman change hota rehta hay... log to poochtay reh jatay hain kay Parday k peechay kia horaha hay :-p

((( parday kay peehay kia horaha hay ... *repeat 7 times *)))
Mulla ji chila kar parday kay peechay say nikaltay hain, aur kehtay hain... abay kapray to chain say badalnay do...

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

Pir dabba is a fake pir. How can you stand in a talaab ? you will drown. :smack:

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

is terag to main or masaail main ghir jaoon gee ..sub poochain gay kion rotee ho..

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

No need.
Have cash.
Lots of it.

So I need a taveez.
Neighbor’s wife’s khala is always eyeing my shohar. Besharam. Then when he goes out, she always comes out to check the mail or cut the flowers. Behaya. And when I go out, she goes back in. Badtameez.:snooty:

Kitnay paisay pir sahab?
Shukriya.

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

aap Baanta Singh kay wo teesray waalay talaab main kharay hojaana, nai doobaingay…sachi say

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

aap water tanker ka karobaar shuroo kardain ab :s

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

yeh pir hain, ghunday nahi :cb:

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

Pir saahab say karaamat maaNg lo…

Karaamat as in miracle not as in Karaamat Khan :slight_smile:

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

Can you please let pir sahab answer my query. I don’t entertain amateurs.:snooty:

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

per ajj to jumarat nahi hai :hehe:

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

tum nay Jumma ki namaz kia jumairaat ko parh li thi ? :s