Aap kay masaail aur un ka hal

haan toh kis kis ko naya taveez chahiye?

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

MasaaiL phir aa gaye hum sub kaY :smack:?

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

baccha hum pir faqir say punga nay lay tesh o qehr o jalal mein bhasm kar daen gaye..

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

Knocking at the door. Sweating. Look here and there. Holding on to naqab.

*Old lady opens door. Ushers me in. *
*Dark room. Old teak furniture. *
Smells of incense. Mograh…no chameli.

Wrapping my shawl tightly.
Cold. So cold.

Mr. Fraudia appears.
*Cloaked. *
Tall. Fearless.

Bolo kya chahiyay.

I need a taveez.

Taking out crumpled dollars from my batua.

More later…:snooty:

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

^ he dont accepts credit card :hehe:

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

Ssssssssssh!

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

he is alive :eek:

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

Pir kee sanad kee tesdeekh kerni heye.
bolein, Fraudia bhia.
iss ka kon sa taveiz heye?

Dushwari

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

Barahieye mehrbani fermaein keye yeye All views kee inspiration freedom of speech tow nahi??

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

Mujhe chahiye aik...Aap say nijaat kay liye...

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

Bhai sahab maslaa yeah hai kay meray eik dost kay bhai nay buchpan main apni naani kee behn kee nanand kaa doodh piyaa thaa.

kiyaa ab meray dost kee shadee us nanaand kay chotay bhaai kee bhanji say ho sakti hay

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

:rotfl:

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

Abey keyoon dimagh kar kachra karta hai :rolleyes:

nanad ke bhai ka bhanji and nanad ka bhanjee are one and the same thing :femme:

Pehley doodh pya tha ab usko bol ke dahi kha le :k:lussi ban jaye gi :chupki:

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

nanad kay bhai kee biwi kee bhanji , nanand kay bhai kee bhanji to ho’ee, nanand kee nahi :smilestar:

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

Tumhara khiyal hy yeh masla kissi taveez sy hal ho jaay ga:hmmm:

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

kuch dino say mere ankhoon main musalsal paani rehta hay ..kia hal hay ?

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

Mujhay gaana araha hay, kia karoon, gaa loon ? :s

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

mera sonay k waqt sonay ko dil karta hai and uthnay k waqt bhe sonay ko dil karta hai and kaam karnay k waqt bhe sonay ko dil karta hai kia karoon? :blush:

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

AHAHAHHA

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

Pir baba, har waqt meray dil main aap kay mutaaliq gunday gunday khiayalaat aa'tay rehtay hain

Aglay taweez kay saath apni eik tasweer bhi bhijwaa dee'jeyay gaa