Aap kay masaail aur un ka hal

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

ik shair yad arah hay kuch yoon tha shaid
hum woh saiah naseeb hain mohsin
jo kholain dukan kaffan ki log merna chor dain : P

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

:rotfl:

or salt ka bhi :cb:

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

to aap zara chalaki say kaam lain na, aap dukaan kholain kafan ki aur ander 'Zinda Tilismaat' baichna shurro kardain :s

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

but amateurs love to bug you. poke

haayeN :konfused: I always read it as Tariq Aziz’s and not Mohsin Naqvi’s … ummmm

Hum woh ba’d naseeb haiN Tariq kaY shehr maiN
KholaiN dukaaN kafan kee tau loug marnaa choR daiN

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

^-- itnay saloN say aap mamooN bantay rahay :-p

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

Ata n Zobia > mere zakhmon per paani or namak mut chirko : S

AQ> mainy achee terah aytmanan kia tha ka pp ass pass mojood na hoon to shair likhoon .. lakin koi faida na hoa ..thanx for tasheeeh bummer

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

Pg,
aap kay yeh zakham hain ya Malir kay bagaat lay kachay amrood ? :s

aur waisay... yeh zakham paalnay ki wajah ? wahan koi Dr nahi hay kia ? :s

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

^ ayeen to hoon pir shab ki pass ..hal poochnay ....or kia keroon

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

Dunnia ko laat maro, dunnia tumharihay yeh... simple and short hal!

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

:ast:

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

[QUOTE]

Dunnia ko laat maro, dunnia tumharihay yeh... simple and short hal

[/QUOTE]

mujhay badtameeze na sikhaain barbie

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

q? badtameezi kay bigarnay ka andaisha hay kia ? :s

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

Main ny muhawra bola hy khas khas hy Tillo nahi:smack2:

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

:ast::ast:

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

mujhay app kay baaray main bohat saray andeshay hain : P

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

**

ab dero nahi :P**

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

Sikhy hoy ko kon sikha sakta hy:D

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

kia karoon, poori dunnia main hi meray chahnay walay hain :$

Ammi and abbu :-D

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

**

mujhay koi good news sunao…main bad news sun sun ker thak gayee hoon : (**

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

app yaqenen mars ki bat ker rahay hain : P