Aap kay masaail aur un ka hal

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

yeh kiyaa unn gandaY khiyaalaat ko ama’li jaama pehnaanaY kee tadbeer hai :aq:?

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

Aamil ka pajaama ? :s

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

^ app ko taweez ki nahi .. bleach ki zaroorat hay us say apnay dil ko dhoyee .. safaye nisf imaan hay

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

Tasweer sy or bury bury khiyalat aain gy haqeeqat main dykhny ki drkhwasat karo ta ky Ainda Allah toba kerty guzry:D

Re: Aap kay masaail aur un ka hal


hairat hai... Kiyaa Tino paal kaY liye bhee taaweez mil jaataa hai gaa??

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

Tveez ki puriya main Teno pal ho ga na:chai:

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

Bleach ka samay beet gaaya... ab taizaab hi kuch kar sakta hay ... :s

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

mujhay say salees urdu main baat kia kerain ..:S ,kia hay yeh ?

taizab ko bleach nahi kehtay ?

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

haayeN.. phir acid kiyaa hota hai? Pepsi?

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

Ghar main hee nahi daftar main bhee neend aatee hay, jaldee say taveez bhaij-e-a

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

Asalamo elekum!!

In box full rehta hy app ka bhai.

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

Tino pal was something like Robin Neal, that blue color agent to whiten the clothes even more.

AQ used to be a dhobi in last janum

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

Bleach zara halka hot ahy taizab main milawat ky sath ATA khalis tyzab ki bat ker rahy hain Ta ky khas kam jahan pak:D

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

:rotfl:Or Tum os ky assistant thy
:cb:

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

Taizaab aik bleach nahi, lekin bleach aik qisam ka taizaab hay, lekin iss ka yeh matlab nahi kay dunnia ka har bleach apnay aap ko taizaab samjhnay lagay...

Taizaab bannay k liay bohat kuch sehna parhta hay, bohat kuch kh kar wo taizaab banta hay, ... taizaab bhi aik insaan hay... uss kay bhi jazbaat aur ehsasaat hain, kabhi kisi taizaab kay dil main jhaank kar dakhna kay uss kay seenay main kiss qadar dard chupa howa, lekin wo apnay is sdard ko dunnia ki nazron say door rakhna chahta hay... aur apnay oopar aik taizaabiat ka libaada orh laita hay, taakay koi insaan uss kay qareeb aakar uss ka dard na daikh sakay...

bass jo uss ka dard mehsoos kar laitay hain, wohi taizaab ki haqeeqat jaan jaatay hain... kabhi kisi taizaab par bharosa na karna... wo bohat dil jala hota hay :-(

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

Neela thotha :$

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

behrhaal khulasa yeh app ko taweez ki nahi aisee hee kisee cheez ki zaroorat hay ..subah shaam khaya kerain takay dil kay function s ahee kam keray

khiyal kero NIKSIK kay majazee khuda ko kuch boloo ge to sandle khaoo gee un k : P

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

bat sunaain ..app taizaab say shadi ker k us ko saray derd door ker dain

akhir ko us ka bhi dil hay ..; )

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

baiztee kernay ka shukriya snooty

Re: Aap kay masaail aur un ka hal

Baher Saurat Masaeyal Ko Tu hal kerna Hei Perta Hey
Masaeyel Aisey saeyal Hain, Kahan Taley say Taltey Hain