yaha kioo nahi???

hai hai yay majboori
yay mousam or yay doori
mujhay pal pal hay terpaey
tairi dou takiyan dee nokari
way maira lakhou ka sawen jaey
ray hai hai yay majboori

meray khabon mein jo ayay aa ke mujhey char jayay uss se kaho kabhi samnay to ayay kasa hia kaun hai woh janay kaha hai jis ke liyay meray hoto pe huh hai apna hai ya begana hai woh sach hai yah kohi afsana hai woh dekha goor goor se yuhi door door se uss se kaho meri neenad na churaya

Aati rahegi baharein
jati raheigi baharein
dil ki nazar se, duniya ko dekho
duniya sada hi hasin hain....

na churraaa sakou k damun
na nazer bacha sakou gayyyy
na chra sakou gay daamun
jou main dil ki baat kah doo
jou main dil ki baat kah doo
too kahi na ja sakou gay
na chura sakou gay damun :)oldie goldie

nazrein mili dil darkha meri darkhan ne kaha love u raja jadoo kohi chanay laga mujh ko maza anay laga bus mein nahi hai arman mujh seenay se laga

goray goray mukhray pay kala kala chashma
touba KHUDA khair karay khoob hay karishma
goray goray mukhray pay kala kala chashma

maira kheal hay main nay sahi gana likha hay :)

aap ke pehloo mein aa kar ro diye
daastan-e-ghum sunakar ro diye..

yoonhi tum mujh say baat kerti hou
yaa koee peayr ka iradha hay
irada-e-dil ko janta hi nahi
maira hum dam bhi kitna sadha hay
yoonhi tum mujh say baat kerti hou

hope sahi likha hou ga,old but gold :)

hum hain rahi pya ke, hum se kuch na boliye
Jo bhi pyar se mila, hum usi ke ho liye

dard bhi hame qubul, chain bhi hamein qubul
hum ne har tarah je phool,haar mein piro liye

yay jou tairi paeylou ki chun chun hay
ashiqou k dilou ki yay dherkun hay

http://www.pak.org/gupshup/biggrin.gif

or nahi ata

http://www.pak.org/gupshup/biggrin.gif

hum do premi chaat ke uppar gali gali mein shor shor shor shor ara ara aporay ara ara aporay ara ara aporay prem ke kachay daagay mein mujhey keech lein apni doar doar ara ara aporay

HEHEHEH tina kia khoob kaha tum nay
ara ara ara poray

http://www.pak.org/gupshup/biggrin.gif

http://www.pak.org/gupshup/biggrin.gif

http://www.pak.org/gupshup/biggrin.gif

rang barsay bheegay chuner wali rang bursay
oh rang bursay bheegay chuner wali rang bursay
longa ilayechi ka beera lagaya
khaey gori ka yaar balum tarsay rang barsay :slight_smile:

Yamma Yamma Yamma Yamma yekhoobsoorat shama
bus aaj ki raat hain zindagi, kal hum kahan tum kahan.

na churra sakou gay daamun
na nazer bachaa sakou gay
na chura sakou gay damun

jou main dil ki baat kah doo
jou main dil ki baat kah doo
tou kahee na ja sakou gay
na chura sakou gay damun

Naam bhool jayega, chehra ye badal jayega
meri aawaaz hi pehchan hain, gar yaad rahe

hou nahi sakta
hou nahi sakat
kissi k ishq main khud ko bhulaa doo
hummmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm
hou nahi sakta ,hou nahi sakta
kissi k yad main neendain ura loo
hummmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm
hou nahi sakta hou nahi sakta :)

Tujhe dekha to ye jana sanam
pyar hota hain divaana sanam
ab yehaan se kahaan jaye hum
teri bahon mein mar jaye hum

Mai ne pyar kis se kya
Kyun kya mujhe kya pata
aankhen mili
dil bhi milay
phir kyun huay dono juda

Alif

aankho hi aankho mein ishara ho gaya
baithe baithe jeene ka sahar ho gaya
aankho hi aankho mein

gate ho geet kyon, dil pe kyon haath hain
khaoye ho kis liye, aisi kiya baat hain
ye hal kabse tumhara ho gaya ...

Aaye ga aaye ga aaye ga
Aaye ga aanay wala aaye ga aaye ga
hehe
ALIF