therae merae sapnae ab ek rang hain..
jahaan bhi le jayaee rahain hum sang hain..
:P
therae merae sapnae ab ek rang hain..
jahaan bhi le jayaee rahain hum sang hain..
:P
Na woh inqraar kerta hai
na woh iqraar kerta hai
magar phir blah blah blah
hammi se pyaar kerta hai
Sorry for this tota phota song
--Yey OR Hey (as in ham, hamara..)
haal kaisa hain janaab kaaa
kyaa khayaal hain aap kaaaa
yuon tho machal gayae ohohoh
yuon hi phisal gayae ahahah
hey saba,
i thought u never watched hindi movies? Or was that sadaf?
[This message has been edited by queer (edited May 19, 1999).]
Ham tumhein chahte hain aise
marne wala koi
zindagi chahta ho jaise
--Yey Or Seen (As in Saamne, Sanam..)
Yaaro!
who has seen tomoroow
kisne dekha hai kal
kalko goli maro
r or 'wao' as u like
roop taira mastana
peayr maira deewana
bhool koee hum say na hou jaey
agay nahi ata
http://www.pak.org/gupshup/biggrin.gif
IQRA BISM RUB
yaadmein teri jaag jaag ke hum rat-din karawate badalte hain
harghadi dil mein teri ulfat ke dhime dhime chirag jalate hain
'noon' or h as u please.
nazrain lar gaeyaaaaa
lut gaee main saeyaaan
ub jou houuuuu hou na
main yaar yaar kahna
main baar baar kahna
main saath saath rahna peeya
ab teray dil mein hum aiyay hain to
teray dil mein rahay ge to
tujhey apna kehage jhotta
qasam se qasam hum teray hum baat meri main jhottay nahi hum
mairay sapnou ki rani kab ayeay gi too
aeyee rut mastani kab aey gi too
beeti jaey zindgani kab aey gi too
chali aa aa too chali aa
aate jate khooobsurat aawara sadkope
kabhi kabhi imtehaan mein
itne anjaan log mil jate hain
inmese kuch log bhool jate hain
kuch yaad reh jate hain
'noon' folks
na janay kia hooa
jou too nay choo leaaaa
khila gulaab ki tarah maira baden
nikher nikhr gaee
sawer sawer gaee
bana k aeyna tujay ay jan-e-man
na janay kia hooa
joo too nay choo lea
pat nahi sahe likha k nahi,jaisay
yaad tha likh dea :)
aa lout ke aa ja mere meet, tujhe mere geet bulate hain
mera soona pada re sangeet , tujhe mere geet bulate hain...
"noon" or h as u please.
nahi yeh ho nahi sakta ke teri yaad na ayay bina teray kahi bhi dil mera ab chaan na payay tujhey boolnay se phelay meri jaan chaaley jayay.
aey hou mari zindzgi main tum bahaar ban k
mairay dil main yoo hi rahna
hiiii
mairay dil main yoo hi rahna tum peayr peayr ban k
aey hou mairi zindagi main tum bahaar ban k
ankhou main tum basay hou sapnay hazaar ban k
mairay dil main yoon hi rahna
hiiiii
mairay dil main yoon hi rahna tum peayr peayr ban k
Kya hua tera wa'da
woh qasam woh iraada
bhule ga dil
jis din tumhein
woh din zindagi ka aakhari din hoga
--Alif
Queer that was Sadaf, but moi ab almost kabhi nahin dekhti, songs sunana alag baat hai...hey kya tanz kar rahe the???
Hey why don't u guys continue this antakshri with Pakistani pop songs instead?
Aitebaar bhe aa he jaye ga
chulo tu sahi rasta koi
mil he jayega....
(not sure about the order hehe)
GORI K ser pay saj k
sahray k phool kahain gay
tum milay peayr milla ray
tum millay peayr milla ray
Yoon hi tum muzse baat karti ho
ya koi piyar ka irada hai.