Aye jawan aye jawan
Josh hai tera nishaan
aye jawan aye jawan
manzil hai aasman.
Aye jawan aye jawan jeet hai tera nishan
aye jawan aye jwaan hai too hi Pakistan
Jub tak hai jaan mian jaan
too josh ko rukh jawan.
aye jawaan.
na bole tum na maine kuch kaha, kaha
magar na jane aisa kyon laga, laga
ke dhoop mein khila hai chand, di mein raat ho gayi,
ke pyarki bina kahe sune hi baat ho gayi.
Oye.. yeh mehfil jo aaj saji hai,
is mehfil main hai koi hum sa Hum sa ho to samnay aaye
main jo aa gaie hoon
yaar hum dono Pakistani pop groups kay ganay gatay hain… kionkeh i am also more qualified in this field. BTW you seem like an expert in Filmi songs too.
PLUS I think that this gana of yours was HOMEmade:
aaye ga aaye ga… hai na
ANANYA welcome in gupshup,or bouhut hi khoobsoorat song bhi,oh mujhay yay gana bouhut hi acha lagta hay
or DD yay kia tum ghuna ghuna khail rahi hou
jiss k saath dil kia gana shuroo kia baaz
aa jayo yaha k rules ki pabandi karou,werna
CH…JI rules ko follow na kernay k jurm main tumhara gana band ker dain gay
Maharaja and IqraBhabhi, thanks for the welcome! :)nice place to come across even some old forgotten songs, and the new ones. Here's another fav, by Kishore...
Woh to koi aur thi jo ankhon se, sama gayee dil mein...
Nakhre Waali, oh ho ho ho ho ho
Bholi Bhaali,
Ajnabi ye choriyan, dil pe dalen doriyan
Man ki kaali
Woh to koi aur thi jo ankhon se, sama gayee dil mein.
[This message has been edited by Ananya (edited June 05, 1999).]