[quote]
Originally posted by Pramod:
** thanks Pra jee
Baza ye zabt-e-gham phir bhi,mohabbat meiN kabhi ro ley
Dabaane ke liye har dard, ye naadaN nahiN hota.
**
[/quote]
kahin arzo-e-safaR nahi kahiN manzilooN ki khabaR nahi
kahiN rasta he undhaiR hai kahiN paa nahi kahiN paR nahi
ye umer bhaR ki riaztaiN ye nagaR nagaR ki musaftaiN
ye tu roG hai mah-o-saal k ye tu gardishiN haiN safaR nahi
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
[quote]
Originally posted by juMurA:
**
Hum na hotay to kisi aur kay charchay hotay
khalqat-e-shehar to kehnay ko fasany mangay**
[/quote]
sabhi loG tu kabhi be achay nahi rahteY
jin se such seekha ho wo be suchaY nahi hotey
keoN aisa hai k aitbarroN ki toti dahleeZ par
jo bohat he apnaY hooN apnaY nahi rahteY
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
sabhi loG tu kabhi be achay nahi rahteY
jin se such seekha ho wo be suchaY nahi hotey
keoN aisa hai k aitbarroN ki toti dahleeZ par
jo bohat he apnaY hooN apnaY nahi rahteY
**
[/quote]
Hum aisay sadha dilooN ki nyaz-mandi say
ButOn na ki hain jaHan ma khudaYaN kya kya
Pohanch kar dar par teray kitny muatbar thray
Agarcha rah may hoian jag hasian kya kya
[This message has been edited by juMurA (edited April 04, 2002).]
kahin arzo-e-safaR nahi kahiN manzilooN ki khabaR nahi
kahiN rasta he undhaiR hai kahiN paa nahi kahiN paR nahi
ye umer bhaR ki riaztaiN ye nagaR nagaR ki musaftaiN
ye tu roG hai mah-o-saal k ye tu gardishiN haiN safaR nahi
**
[/quote]
Great Bahna...
joa fana huye Gam e ishq mein unhain zindagi kaa na Gham hua
joa na apani aag mein jal sake wo paraee aag mein jal gaye
yaa unhe bhi meri tarah junoon toa phir un mein mujh mein yea farq kya
main giraft e Gham se na bach saka woh hudood e Gham se nikal gaye
[quote]
Originally posted by Pramod:
** Great Bahna...
joa fana huye Gam e ishq mein unhain zindagi kaa na Gham hua
joa na apani aag mein jal sake wo paraee aag mein jal gaye
yaa unhe bhi meri tarah junoon toa phir un mein mujh mein yea farq kya
main giraft e Gham se na bach saka woh hudood e Gham se nikal gaye
**
[/quote]
loG chup chap haiN hargiZ inhin be-his na kaho
shidat-e-gham se be bun jateY haiN patheR chahraY
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~