Yaad

**Number banay kay chakar maiN **

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

Para mohabat ko abhi qam ashqi sa nahi
jala kar raakh na kardon Dagh nam nahi

[quote]
Originally posted by NikamiJano:
**

ik shakhhs saaray shehar ko veeraan kar gyaa
neendiaN meRi uRa k mujhay he preshaN kar gaya

**
[/quote]

jo na mil sakay, wohi be-wafa
yeh barree ajeeb see baat hae
jo chalaa gyaa mujhe chhorr kar
wohi aaj tak meray saath hae

zindagi zinda billi ka naam hae...!

[quote]
Originally posted by toh phir:

** jo na mil sakay, wohi be-wafa
yeh barree ajeeb see baat hae
jo chalaa gyaa mujhe chhorr kar
wohi aaj tak meray saath hae

**
[/quote]

hum be-wafa hargiz na thay per hum wafa kar na sakay
hum ko mili asi saZa k hum gila be kaR na sakaY

~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

[quote]
Originally posted by NikamiJano:
**

hum be-wafa hargiz na thay per hum wafa kar na sakay
hum ko mili asi saZa k hum gila be kaR na sakaY

**
[/quote]

Mujh ko zid hai ke jo milna hai' falak se utray
uskee khuwahish hai ke daaman koi phelaye to...

[quote]
Originally posted by Capricorn:
** Mujh ko zid hai ke jo milna hai' falak se utray
uskee khuwahish hai ke daaman koi phelaye to...

**
[/quote]

bohat BOHAT khoob!

jaltay huay haathon se dua maang raha houn
iss habs ke mausam mein hawaa maang raha houn
tu apnay liyay dost na-ay maang raha hae
mein apnay liyay rasta judaa maang raha houn

zindagi zinda billi ka naam hae...!

Kioon bhaee kia zaroorat par gayee judaa raaste kee?

Nice shairs yaar…buhat ho gaya yaar..thak chuka shair likh likh ke aur abhee to shair bacha ke rakhne hain aage kaam aayenge…chalo ab kisee aur bashah kee baat karte hain

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif

kahani shuroo karo koi funny see

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif

[quote]
Originally posted by NikamiJano:
**

hum be-wafa hargiz na thay per hum wafa kar na sakay
hum ko mili asi saZa k hum gila be kaR na sakaY

**
[/quote]

Kya maslihat shinas tha wo adami Qateel
Majborion ka jis na wafa naam rakh diya

[quote]
Originally posted by juMurA:
**
Kya maslihat shinas tha wo adami Qateel
Majborion ka jis na wafa naam rakh diya

**
[/quote]

Wah jumura wah...kia kehnay?

thakk gae aap?

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

chalein never mind… funny cheez… hmmm… achha cafe forum mein aapkay naam aik funny cheez kartay hein… parrh kar bataaiyay ga kaisee lagee… ok?

zindagi zinda billi ka naam hae…!

So sweet. Thank you dear. I will see it and let you know

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

Hey “capricorn jee ke naam” was really wonderful. Thanks again

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

[quote]
Originally posted by NikamiJano:
**

hum be-wafa hargiz na thay per hum wafa kar na sakay
hum ko mili asi saZa k hum gila be kaR na sakaY

**
[/quote]

Har gharee raegaan guzartee hai
zindagee ab kahan guzartee hai

[quote]
Originally posted by Capricorn:
**
[QUOTE]

[/QUOTE]

wo kesi manzlaiN thi zindghi ki jis ko hum ne
bohat soocha bohat chaha aur aksaR kho dya

~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

[quote]
Originally posted by juMurA:
**
Kya maslihat shinas tha wo adami Qateel
Majborion ka jis na wafa naam rakh diya

**
[/quote]

naadaaN ho is qadar tumhe ye bhi Khabar nahiN
chalta hai maslehat se be insaaN kabhi kabhi

~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

[quote]
Originally posted by Capricorn:
** Mujh ko zid hai ke jo milna hai' falak se utray
uskee khuwahish hai ke daaman koi phelaye to...

**
[/quote]

aavaaz meri baiTh to sakati hai thakan se
lahaje meiN agar mere guzarish nahiN hogii

~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

[quote]
Originally posted by NikamiJano:
**

naadaaN ho is qadar tumhe ye bhi Khabar nahiN
chalta hai maslehat se be insaaN kabhi kabhi
**
[/quote]

Insan ya samjhain ka yahan dafan khuda
ma aisay mazaron ki zyarat nahi karta

kon janay ka naye saal ma tou kis ko parhay
tera mayaar badalta ha NisabooN ki tarahan

[quote]
Originally posted by juMurA:
**

kon janay ka naye saal ma tou kis ko parhay
tera mayaar badalta ha NisabooN ki tarahan

**
[/quote]

us ne hamarey zakham ka kuch yuuN kia ilaaj
marham be gaR lagaia tu kantoN ki nooK se

~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

Nice shers ppl

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

[quote]
Originally posted by NikamiJano:
**

us ne hamarey zakham ka kuch yuuN kia ilaaj
marham be gaR lagaia tu kantoN ki nooK se

**
[/quote]

Sunta hoon abb kisi sa wafa kar raha ha woh
ah zindagi khushi sa marr na jaon ma kahian

[quote]
Originally posted by juMurA:
**
Sunta hoon abb kisi sa wafa kar raha ha woh
ah zindagi khushi sa marr na jaon ma kahian

**
[/quote]

khalQat-e-shahaR maiN jis k charchay haiN bohat
maiN wo baZi kabhi kheli be nahi thei shaied

~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~