-- X2 ka Aashiyaana ...

Well Welll Well…

We have no Ibne-Safi, but we do have X2… inspired by The ‘Character ;-)’ and a Model (not namoona) Jasoos
Lekin yeh hazrat hain baray khatar-kaan-naak…

I wonder if X2 has any thread opend, or posting in cafe ever… but I dont see any forum where X2 can be fit… to wo konsi jagah hay jahan X2 apna qayaam farmaatay hain ? :s

Kia ham main inti taqat hay k X2 ko ghaseet ghaseet kar cafe main khainch lain ? :s

Re: – X2 ka Aashiyaana …

yaar.. u really did not have to post it…

har cheez kaa aik waqt hotaa hai :smack:

sabar karo bachaa :slight_smile:

Re: -- X2 ka Aashiyaana ...

I dont like X2 :p

BUt we can bring him to cafe if he is enough culture'd to tell us the real difference between a TAFTAN and SHEER'MAL :p

Re: -- X2 ka Aashiyaana ...

Sabar karoon ?
post na karoon?
waqt hota hay ?

kahan hota hay waqt ? kuch roshni daaliay... lagta hay aap ko to sab kuch pata hay, jo hamain nai pata :$

Re: -- X2 ka Aashiyaana ...

:YES!:

Re: -- X2 ka Aashiyaana ...

what you dont like em ? you gone baita... you gone went go ... smack... Allah hooo

Haan aur Kheer and Feerni par bhi roshni dalwa laina agar mom-batti bach jai to :-p

Re: -- X2 ka Aashiyaana ...

Kheer and feerni , na karain bahi , abee eid guzree hai waysay hee amaah ka sheerkhormaa bohat yaad aya is bar :p

Re: -- X2 ka Aashiyaana ...

shobi, yeh kia howa ? :s

Yeh akaila akaila moonh q uchal raha hay ? :s
yeh jiss jisam par fit tha, wo kahan gaya ? :s

Re: -- X2 ka Aashiyaana ...

har cheez kaa waqt hota hai... jub maaloom hai kay woh waqt par aa jaaye gaa tau dhandhoraa kiouN peeT-taY ho... :)

Re: – X2 ka Aashiyaana …

jism ko censored kar dia hai :YES!: :shoaby:

Re: – X2 ka Aashiyaana …

Imran say poochana peray ga :roman:

Re: – X2 ka Aashiyaana …

Iss series maiN imran kaa naam different hai :~)

Re: -- X2 ka Aashiyaana ...

imran yahi kaheay ga. :roman

Re: -- X2 ka Aashiyaana ...

hyy... kuch paanay k liay... bohat kuch khona parhta hay Shah ji... its our choice na... ham kitna kuch khotay hain... iss ka hamainandaaza nai... kabhi yeh bhi socha hay kay ammion par kia guzarti hay... jab wo apnay jigar kay tukroN ko apnay say door hota daikhti hain? ... jab ham parents banaingay shayad tab hamain andaaza hoga...

khair, ... kia kahon... chalo eid mill lo, moqa bhi hay dastoor bhi hay hehe hugs tights shah ji :-)

Re: -- X2 ka Aashiyaana ...

dhadhora ? uncle yeh thread hay. dhandora nahi hay... lekin lagta hay kay dhandora samjh kar aap ki tind ko peetna hoga ... rolling eyes

Re: – X2 ka Aashiyaana …

q? dhobi nay chaddi time par nai lakar di kia ? :-p

Prince of Dhump kia janay adrak ka Pata :-p

Re: -- X2 ka Aashiyaana ...

Kash mein Nay be khabi imran series par lee hotee tu yea sab aj greek na hota mujay :p

Re: -- X2 ka Aashiyaana ...

aysay galay mil'le ay ? eidi be tu nikaal'aain :P

Re: – X2 ka Aashiyaana …

tabhi adrak roti rehti hai. :wink:

Re: -- X2 ka Aashiyaana ...

to abb perh lain :p