Re: -- X2 ka Aashiyaana ...
Mods, please give ATA a warning for posting three consecutive replies :D
Re: -- X2 ka Aashiyaana ...
Mods, please give ATA a warning for posting three consecutive replies :D
Re: -- X2 ka Aashiyaana ...
Kash mein Nay be khabi imran series par lee hotee tu yea sab aj greek na hota mujay :p
oh... yani jahil insaan ho... parhay likhay nai ho... oww... to phir Cartoon-e-Pakistan kay saamnay kharay hokar jo prem-patar likhtay thay, wo kia munchi ji say likhwaatay thay :-D
aysay galay mil'le ay ? eidi be tu nikaal'aain :P
main to abhi bacha hoo, mann ka thora kacha hoon...
eidi daita nahi ... cheen laita hoon,
galay milnay ka to ik bahana tha ...
asal main aap jaib kaatna tha... :$
ouch
Re: – X2 ka Aashiyaana …
q? uss ki shadi hpgai kia ? :s
abay jaa… mera daamaN paak hay, sufaid hay… Tunnia ka koi mod issay apnay mailay hathon say daagh-daar nai karsakta :-p
abhi sonay do unhain… jaisay wo soyaya thay kuch saal pehlay ki eid par
yaad hokay kay na yaad ho :-p
Re: -- X2 ka Aashiyaana ...
i hope yea galay milnay walla bahanay karachi kay pocket mein haath dalnay walay bahanay jaysa na ho:P
u know wha i mean :p
Re: – X2 ka Aashiyaana …
mujhaY yaad hai woh zara zara ![]()
Re: -- X2 ka Aashiyaana ...
i hope yea galay milnay walla bahanay karachi kay pocket mein haath dalnay walay bahanay jaysa na ho:P
u know wha i mean :p
Lagta hay Mohtaram nay ahbi tak apni pocket check nai ki :$
Re: – X2 ka Aashiyaana …
namaqool… pitai… zara zara q ? poora q nai ?
Badaam khaya karo, samjh nai aati? kia kaha tha badboo-e-saba nay ? :-p
waisay that eid raat is not the one to forget :-p
beecharay khair andesh ko do gantay lagay thay merging main, lekin phir bhi 3-4 dhaagay reh gayay thay ![]()
Re: -- X2 ka Aashiyaana ...
Mein chala do char ghantay sonay , ap loog apnay cash pay aaishh karoo :p
cya all later !
Re: – X2 ka Aashiyaana …
dunia may her aik ke tang shadi per/may he q tot-tee hai ![]()
Re: -- X2 ka Aashiyaana ...
Mein chala do char ghantay sonay , ap loog apnay cash pay aaishh karoo :p
cya all later !
apna cash q? aap ka hay na cash meray pass :$
chalain jain, so jain... bed bhi bechara wait karta hoga kay kab wo aiangay aur kab room main sukoon hoga :-p
sleep tight and come back again :-) Shab-bakhair :-)
Re: – X2 ka Aashiyaana …
taang toot gai ? :-o…
shayad chaal-chalan theek nai hota hoga, iss liay taang hi turwa laitay hain…
na hogi taang… na hoga chaal chalan ka certificate ![]()
Re: -- X2 ka Aashiyaana ...
seemz like some ppl wana be Prince of Dhump :ASA:
Re: -- X2 ka Aashiyaana ...
Some people are already Prince, bolay to shehzaaday :$
samjh ayi miss Juliaana :-p
Re: – X2 ka Aashiyaana …
i rather be sif-e-shikan than ms.water ![]()
Re: – X2 ka Aashiyaana …
^ You’d rather be Zombi than Zobi ![]()
Re: – X2 ka Aashiyaana …
^ yaa u r right naeem pai, per kia keroon! i can only work with my angelic personailty at the moment ![]()
Re: – X2 ka Aashiyaana …
Har baat ka jawab soch ke rakha hota hai na ![]()
Re: – X2 ka Aashiyaana …
tum meray leya din ba din khetra buntay ja rahay hoo ![]()
Re: – X2 ka Aashiyaana …
![]()
Re: – X2 ka Aashiyaana …
its should be this ![]()