Woh Aaa Gaye ... lena pakaRna, bhaago dauRo!!!!

bahe ke :ASA:

Re: Woh Aaa Gaye … lena pakaRna, bhaago dauRo!!!

acha really ? : P


tau pataa karaao.... faaltu naa beTho

kiss kay :ASA:

Re: Woh Aaa Gaye … lena pakaRna, bhaago dauRo!!!

u ke :barbie:

meraY kissi bhai kee shaadi naheeN huvee :aq:

Re: Woh Aaa Gaye … lena pakaRna, bhaago dauRo!!!

hoe to u ke beh nehe he :asa:

epne ke epne ke amiiiiii :crying:

Re: Woh Aaa Gaye … lena pakaRna, bhaago dauRo!!!

thread khol lain jo jo DULHA bannay hain un k gunahgaar kaanooN nay kia NARA suna tha jub woh apne susraal main padhaaray thay : P

dobara likho. samajh naheeN aayaa :konfused:

one is very famous:

"LaRkaa aa rahaa hai"

kea moskel words teh :asa:

Re: Woh Aaa Gaye … lena pakaRna, bhaago dauRo!!!

hahahah is per ik lateefa hay

ik UNCLE bohat shaadiaan kerhtay thay ..kisi nay sawal kia k app ko is ummer bhi shaadi ka itna shoq kion hay ?

woh kehtay k asal main mujhay ik JUMla bohat acha lagta hay jub main lerkee waloon k gher jata hoon to sub kehtay hain

**LERKAA ** araha hay : P

Re: Woh Aaa Gaye … lena pakaRna, bhaago dauRo!!!

:vivo: puranaa joke hai… nayaa sunaao :smilestar:

Re: Woh Aaa Gaye ... lena pakaRna, bhaago dauRo!!!!

^ main joker nahi hoon ..jo yaad aye ga wohee sunaaon gee ..porana ho ya naya
sun'na peray ga smilestar

Re: Woh Aaa Gaye … lena pakaRna, bhaago dauRo!!!

yahaaN tau paRhnaa paR rahaa hai :vivo:

Woh Aa jaayeN tau record karwaa dijiye gaa :-p

Re: Woh Aaa Gaye ... lena pakaRna, bhaago dauRo!!!!

^ u mean java : P

Re: Woh Aaa Gaye … lena pakaRna, bhaago dauRo!!!

maiN gau kaY maa’arfat kee baatoN maiN kalaam rakhtaa hooN bulkay yaktaa-o-yagaana-e-rozgaar hooN laikin yeh falsafa tau iss taair-e-laahuti kaY bhee sar-e-aqdas par say aisay pervaaz kar gayaa jaisaY Rooh Qafs-e-Unsari say pervaaz karti hai

:konfused:

Re: Woh Aaa Gaye … lena pakaRna, bhaago dauRo!!!

bus mainy kabhi gharoor nahi kia aksar aise KARAMAAT mujh say zaahir ho jateen hain

mujhay pata bhi nahi chalta : P


Qawaaid kee Roo say jo cheez bilaa iraada ho ussay zaahir honaa naheeN, khata honaa kehtaY haiN...

Re: Woh Aaa Gaye ... lena pakaRna, bhaago dauRo!!!!

^ qawaaid ko maroo golee

karamat kehtay hee ussay hain jo khud ba khud ho jaain

jo iraday say ho woh karmaat nahi hotee

kia yaad kerain gay kissi Sofee say pala pera tha : P

phir tau aisee karaamaat nanhaY munnaY sheer khwaar piNgoRhay maiN jhooltaY bachaY har ghaRi, har aaN sar-anjaam detaY rehtaY haiN...