Re: Woh Aaa Gaye ... lena pakaRna, bhaago dauRo!!!!
^ isee ley to farishtay kehlaatay hain : P
Re: Woh Aaa Gaye ... lena pakaRna, bhaago dauRo!!!!
^ isee ley to farishtay kehlaatay hain : P
Re: Woh Aaa Gaye … lena pakaRna, bhaago dauRo!!!
Lo aaGaa’ee Unki yaaad
woh Nahii aa’aay
:hinna:
camera ki kahani AQ ki zabani waisay yeh poora thread hi kaafi funny hai with kaafi gaarhi urdu
farishtay aisee khataayeN naheeN kartaY ![]()
yaar aap bhee Movie waaloN kaY sataaye huaY haiN kiyaa
?
aap bhee kuch share kar lijiye ghaaRhi urdu maiN!
![]()
Waise AQ jee, apki shaadi hui hai kia ![]()
Re: Woh Aaa Gaye ... lena pakaRna, bhaago dauRo!!!!
^ Woh naheeN miL rahai; iss liye delay ho rahi hai :LB:
^^Cool. Welcome to the Still Single club then :halo:
Re: Woh Aaa Gaye ... lena pakaRna, bhaago dauRo!!!!
Mujay yea story kaheen paR'hi hovi lagTee hai :) baaTa doon Anu bhai :D
Re: Woh Aaa Gaye ... lena pakaRna, bhaago dauRo!!!!
it is funny but so true a similar thing happen with me when i went to Pakistan
Mujay yea story kaheen paR'hi hovi lagTee hai :) baaTa doon Anu bhai :D
nehe batao ke meyn ne aq bahe ko lekh ke de he, keyan uncle ke monh pe tape laga de :ASA:
thread to mazaak ka hay lakin suchee baat hay
i m too dipressed from Movies n photo sessions in marriages.. Bayhoodgee ko Fashion bana ker logoon na apna liya hay
mujhay us DULHAY ki ghairat per tajub hay jiis ki naye navele dulhan kay haar singhaar ko ko us kay dekhnay say pehlay hee photographer or movie maker her pose k sath apnee Ankh say ussay dekh chuka hota hay ...
lerkiaan bhi yeh sub kaysay kertee hain ... perda kerna na kerna woh to chalo alag masla hay
lakin ik na mehram or bilkul ajanabi merd kay saamnay app itna bansanwar k kis terah ....
kehnay ko lafz nahi hain
mehv-e-hayrat hoon duniya kia say kia ho gayee !
Mujay yea story kaheen paR'hi hovi lagTee hai :) baaTa doon Anu bhai :D
bhai jaan yeh khaanaY kee tarkeeb naheeN hai :) yaad aayaa naa:D
bhai jaan yeh khaanaY kee tarkeeb naheeN hai :) yaad aayaa naa:D
Haan khaaNay ki tarkeeb nahi hai lakin ishi title ki ek same story Sunday Jang digest mein kuch maheeNay phelay chaphii thee :)
app ne liki thee kia :)
Haan khaaNay ki tarkeeb nahi hai lakin ishi title ki ek same story Sunday Jang digest mein kuch maheeNay phelay chaphii thee :)
app ne liki thee kia :)
scan it and post it here and prove it out ....!
aw ![]()
beche ne dil pe le lea ![]()