usay kis ne apna bana liya

Re: usay kis ne apna bana liya

nahin... aadmi ki comittment us ki majboori nahin hoti.. nikah se baRi koi committment nahin

Re: usay kis ne apna bana liya

Magar phir bhi dekhen aaj kal log yeh commitment tor dete hain.

Re: usay kis ne apna bana liya

wo kisi aur type ke log hote hain

Re: usay kis ne apna bana liya

Logo ka pata thori chalta hai,hotay kuch hain show kuch aur karte hain,

Sirf doosro ko judge karna ata hai !!! :rolleyes:

Re: usay kis ne apna bana liya

aap sahi keh rahi hain lekin hamen auron se kia

Re: usay kis ne apna bana liya

Hum bhi isi duniya ke baasi hain. Kia app judge Nahi karte?

Re: usay kis ne apna bana liya

ji karta tha.. ab bhi thoRa boht lekin ziada nahin

Re: usay kis ne apna bana liya

Jis ko app judge Karen ge wo yeh Nahi dekhe ga ke thora kia hai ya zyada, kabhi indirectly kisi ko judge karna bhi doosre bande ko hurt kar Sakta hai.

Re: usay kis ne apna bana liya

koshish to hai ke sirf apne aap ko judge karoon