usay kis ne apna bana liya

woh samar tah meri duaoon ka
usay kis nein apna bana liya ..

merii neend kiss nein ujaar di..
mera khuwab kis nein chura liya

tujhe kiya khabar ay dil-naseen
tu juda huwa to youn laga

ma nay zindagi ko ganwa diya ..
usay kis ne apna bana liya ..

:teary2::teary2:

Re: usay kis ne apna bana liya

Acha howa

Re: usay kis ne apna bana liya

Why. You are being mean now:cryb:

Re: usay kis ne apna bana liya

Because they don't Deserve it.

Re: usay kis ne apna bana liya

woh samar tah meri duaoon ka
usay kis nein apna bana liya ..

samar chori hogaya :hmmm: kisi ne fruit chat bana kar… yum yum.. kar lia

Re: usay kis ne apna bana liya

jo kisi ka ban gya,wo aap ka tha hi nahin

Re: usay kis ne apna bana liya

aoni cheezon ki hifazat khud karen :p

Re: usay kis ne apna bana liya

Doosro Ki cheez pe log nazar hi kyu dalte hain :snooty:

Re: usay kis ne apna bana liya

agar woh cheez apni ho to!!!!!!!!!!

Re: usay kis ne apna bana liya

agar aap had se ziada apni cheezon se la-taluq rahen ge to jis ko zaroorat hogi wo uchak le ga.. aise zarooratmandon ko to uchaka bhi nahin kaha ja sakta

Re: usay kis ne apna bana liya

Meri chez ko koi uchak ke dikhaye, aankhen nikal doo gi hath paoo tor doo gi.

Re: usay kis ne apna bana liya

aise zarooratmandon ka koi khoob soorat sa naam talash karein

Re: usay kis ne apna bana liya

talabgar e paraya maal ba naam Ishq :D

Re: usay kis ne apna bana liya

:eek: :eek: kon si movie dekh ke aai ho aaj

Re: usay kis ne apna bana liya

1920 evil returns dekhee thee persoo :frowning: shudder

Re: usay kis ne apna bana liya

Theatre main ja ke?

Re: usay kis ne apna bana liya

Mai aaj tak theatre Nahi gaee :bummer:

YouTube pe dekhee thee , apne dekhee hai yeh movie?

Re: usay kis ne apna bana liya

No I want to watch English Vinglish. Iss long weekend pe dekhoonga

Re: usay kis ne apna bana liya

naam kuch mukhtasar nahin ho sakta

Re: usay kis ne apna bana liya

:nahi: Raqeeb e Ru siyah se ziada chota nahi ho sakta