usay kis ne apna bana liya

Re: usay kis ne apna bana liya

^ aj kal National Geographic sab kuch dikha deta hai

Re: usay kis ne apna bana liya

GS ke logo Ki zubAni wahan sun le :snooty:

Re: usay kis ne apna bana liya

suni sunai pe yaqeen nahin kar sakte hum

Re: usay kis ne apna bana liya

sab kuch… :hmmm:

Re: usay kis ne apna bana liya

Apki yeh hasrat, hasrat hi reh jaye gi :p

Re: usay kis ne apna bana liya

sab kuch ka matlab woh nahin jo aap ko itni gehri soch mein ly gya

Re: usay kis ne apna bana liya

konsi hasrat? hamen to koi hasrat nahin... hamen to apni bhi chah nahin

Re: usay kis ne apna bana liya

G haan English wala ho tu wo bhi…

Re: usay kis ne apna bana liya

to phir kia hai.. kia bhi National Geographic pe sab kuch dekhte hain?

Re: usay kis ne apna bana liya

wo bhi… :hayaa:

Re: usay kis ne apna bana liya

Hain??? Phir unka Kia hoga?

Re: usay kis ne apna bana liya

:teary3:

Re: usay kis ne apna bana liya

unka kuch kar lenge.. jab rishte bante hain to attachment ho hi jati hai

Re: usay kis ne apna bana liya

na ro mere bhai.. aansoo khamkhah ganwane wali cheez nahin hote

Re: usay kis ne apna bana liya

Apki bat sahi hai.
Lekin!
Log bad Mai attachment ka soch kar rishte banaye hain aur agar because of any reason bad Mai attachment na ho to phir. ?

Re: usay kis ne apna bana liya

Acha hai na roune den, roune se dil ka bhoj halka ho Jata hai.

Re: usay kis ne apna bana liya

her aadmi doosre se alag hota hai... kuch logon ko rishte banane bhi aate hain aur nibahne bhi

Re: usay kis ne apna bana liya

musalsal rone se dil ko rone ki aadat paR jati hai

Re: usay kis ne apna bana liya

Rishta nibhana is like app majbroori Mai nibha rahey ho .

Re: usay kis ne apna bana liya

Achi bat hai,insna apne dukh pe Khudi Rou le kisi se na bayan Kare na kisi ko Kano kaan khabar ho.