usay kis ne apna bana liya

Re: usay kis ne apna bana liya

Maine Nahi dekhee, YouTube pe anay ka wait kar rahi hoo :p

Re: usay kis ne apna bana liya

youtube ke ilawa bhi to aur site pe bhi Indian movies mil jati hain

Re: usay kis ne apna bana liya

Wo jahan se download karte hain?
Nahi us se problem aa jati hai system Mai :(
YouTube is very easy,
App 1920 evil return dekhiye ga

Re: usay kis ne apna bana liya

jab raqeeb ka ru siyah ho gya baqi sab khair hai

Re: usay kis ne apna bana liya

I don't like horror movies. Even I don't want to watch Bhoot Returns

Re: usay kis ne apna bana liya

Kyu? Gisi piti love stories se to scary movies achi hain,
Indian movies Jo doosri hain Mai wo 10/15 mins sr zyada Nahi dekh pati .. Per
Scary movies mazay Ki hoti hain.

Re: usay kis ne apna bana liya

you believe on such things?

Re: usay kis ne apna bana liya

Wese muje bachpan se scary movies ya dramas se dar Nahi lagta.

Re: usay kis ne apna bana liya

aaina dekh bhi nahin :hmmm:

Re: usay kis ne apna bana liya

yes I do, and as a muslims it part of our belief.

Re: usay kis ne apna bana liya

Apne meri pic dekhee hai bachapan wali, Mai apko scary lagti hoo :naak:

Re: usay kis ne apna bana liya

I found few more pics of my childhood, will post them sometime in blog.

Re: usay kis ne apna bana liya

:hmmm: lagta hy kisi ki AAH lag gae hogi :frowning:

Re: usay kis ne apna bana liya

bachan main to sab masoom hote hain :slight_smile:

Re: usay kis ne apna bana liya

Apke kehne ka matlab hai Mai masoom Nahi? :emmy:

Re: usay kis ne apna bana liya

iss waqt ka kia pata

Re: usay kis ne apna bana liya

Lagti Nahi? :(

Re: usay kis ne apna bana liya

AV wali to lagti hai.. asli wali mile gi to pata chale ga

Re: usay kis ne apna bana liya

:snooty:

http://www.paklinks.com/gs/blogs/kinzz/104849-teehee.html

Re: usay kis ne apna bana liya

Jungle main mor nacha kis ne dekha :snooty: