koi farag guppy hai jo meray saath urdu practice karay? mujhe apna urdu behtar karna hain, please mere se koi baath karay. ![]()
Re: Urdu Practice
or mushkil urdu bilkul nahi isthamaal karna, sirf basic simple urdu.
Re: Urdu Practice
mujhe thori see sharam aa rahi hain kyun ke mujhe zara see bhi nahi atee. aap hansna nahi mujh pe ok!
Re: Urdu Practice
khlo ja mama karna aAn tuadi urdu theek
pailay mainu apna urdu qaida labny dio
![]()
Re: Urdu Practice
muje to urdu atey hai:D
Re: Urdu Practice
lol kardo teek aapko kaisay maloom hum punjabi speaking hain?
kaash mujhe bhi urdu atee!
Re: Urdu Practice
lifey jjaisay mujhay dakar ata hai?![]()
Re: Urdu Practice
waisay humari punjabi urdu jaisee hain bas lehja (ya tone) wo punjabi wala hain.
jaisay dakar ata hain? samaj nahi ayee...
Re: Urdu Practice
@xlus aur may apni ami ko kathi hoon kay kash mujay punjabi athi, kooyan kay mazzadar bataan punjabi main ho thei haain
what:emmy:
@xlus aur may apni ami ko kathi hoon kay kash mujay punjabi athi, kooyan kay mazzadar bataan punjabi main ho thei haain
urdu mein elegance hain. jo cheez nahi atee ooska value bohut bara hota hain.
kiun bataon ![]()
Re: Urdu Practice
kisee ne batayya nahi ke mein kaisee bol rahee hoon? teekh ya bohut sakt practice ki zaroorat hain?
Re: Urdu Practice
koon say channel pay urdu khabrain parhnay ki koshisk karni hai app nai?
Re: Urdu Practice
par phir bhi aanee tho chahiye! sub boltay hain aaj kal. humari chotay cousins boltay hain aur phir mujhe mushkil ho jaati hain kyun ke soch kar bolna parta hain oonke saath. punjabi ko urdu mein translate karna parta hain mind mein.
Re: Urdu Practice
aap batao na ke kya ghalat bol rahee hoon ta ke mein fix and improve kar loon.
Re: Urdu Practice
ya tau koi ghalti nahen hai ya phir sab kuch hii ghalat hai
Re: Urdu Practice
iska ka matlab yeh hain ke mein aur practice karoon! kyun ke mujhe kuch bhi nahi pata chala.