Re: Urdu Practice
![]()
Re: Urdu Practice
![]()
Re: Urdu Practice
@xlus bilkul mere saath yay bei ho tha hai. Barahi log punjabi bol taay hai or chotay buchay urdu
Re: Urdu Practice
to phir aap kya boltay hain?
Re: Urdu Practice
aho rooz subha subha nihar munh urdu kay char akhbar doodh main ghool kay piya karoo
dopahar ko eik urdu digest, digest karoo
shaam ko 3 ghntay urdu drmay daikho karoo ankhain baand karrr kay
afaqa hoo ga
Re: Urdu Practice
main booth gulth urdu bol thi huh laykin sarah ko sumaj tho ah ja thi hai. lakin mari vocab both bad hai
or mujay :( urdu lakni or parni be nehi athei tho mushkil kaam hai
aho rooz subha subha nihar munh urdu kay char akhbar doodh main ghool kay piya karoo dopahar ko eik urdu digest, digest karoo shaam ko 3 ghntay urdu drmay daikho karoo ankhain baand karrr kay afaqa hoo ga
leh yeh to mein already karti hoon!
Re: Urdu Practice
yeh aho kya hota hain pehli baar suna hain. ajeeb sa laga.
doze double karr dou
halat khrab lagti hai
muNjhay lagta hai punjabi bhee nahen ati tuanu:smack:
Re: Urdu Practice
is tara kee punjabi to na kabhi suni aur na hi atee hain! aho sounds like a old baba from a pind.
itnay farag nahi hain hum ke dose ko double karain koi aur solution nikalo.
Re: Urdu Practice
Urdu behTar ki jatee hai ![]()
behtar nahii kia jatah ![]()
Re: Urdu Practice
tum koi cd lagti hoo sanu :aq:
aap sabar karoo afaqa na hua tau adat tau hoo hii ja ay gi
Re: Urdu Practice
Pehla Sabak:
Urdu Practice nahi balkay...
Urdu ki Mashq.
Re: Urdu Practice
wah kia sabaq diya hai shagird hii naas gaya hai
Re: Urdu Practice
Kiya kijiye in nalaiK shagirdooN ka.
Mashter Saab ki izzat hi koi nai. :hinna:
Re: Urdu Practice
in nalaik shagirdon say apny ghar kay panday manjhwao aur vahray main jharu lagwao phir ustaad ki qadar karain gai
koi farag guppy hai jo meray saath urdu practice karay? mujhe apna urdu behtar karna hain, please mere se koi baath karay. :)
I can teach you urdu.
Lesson #1
if a guy says,
Mujhay tum bohut achchi lagti ho, he is saying that 'the weather is good"
You should say, 'chalo hato, harjaa'i kahin ke' that means 'I am hoping that the weather stays a little longer'
Re: Urdu Practice
![]()
sannan mujhey urdu seekhne hai
Re: Urdu Practice
mujhe bhi urdu thik karna hai !