Re: Timepass
koi hai.
Re: Timepass
koi hai.
Re: Timepass
**
wa’laikum ussalaam.. kaisay haiN aap..?**
Re: Timepass
mein theek hoon, aap kaisee hain, kuch dino say ghayab theen.
Re: Timepass
Alhamdulillah bilkul theek.. bas kaam kaam aur kaam ![]()
Re: Timepass
Itna kaam theek nahin, choti say kawaya karein. ![]()
Re: Timepass
ghar ka kaam to karwa letay haiN..lekin case reading to khud hi karni hai :~)
Re: Timepass
aap lawyer hain. ![]()
Re: Timepass
thanks God lier nahiN kah diya ![]()
Re: Timepass
I was tempted lekin phir nahin kaha. ![]()
Mashallah, Allah aap koh kamyabi atta farmayie. Ameen
Re: Timepass
**Jazak’Allah bilkhair..
okay i am off now.. apna khayal rakhiye ga.. insha’Allah kal baat hogi**
Re: Timepass
shab ba khair.
Re: Timepass
salaam…ajii koii hai? ![]()
Re: Timepass
AOA
Re: Timepass
w salaam…kia Haal haiN?
Re: Timepass
Kahani likh rahi thi…aur soach rahi thi chicken soup garam kar lu …
Re: Timepass
waisay toh ammi nay haleem aur cutlets bhi banai hai likhan heavy ho jai gay…aur galaa abhi tak karaab hai..
Re: Timepass
likh rahjii thiiN kahanii? hameN bhii sunaayeN ![]()
Re: Timepass
**awwww…koi davaa li gale ke liye? **
Re: Timepass
Dr nay antibiotics shuru ki hai…time laghay gah…yea im taking a writing workshop class in school so I have to write a story for that…its about arranged marriages…im on page 12 !!!
Re: Timepass
Mein toh Subah tak jaggu ghi shaddi dekh nay k liye..