Timepass

:salam: Subah hogayee poetry walo. :chai:

Aur Amal kahan hai?

Re: Timepass

:wsalam:

apun theek thaak :sunnyboy:
Amal chilam bharnay gia kay aap key huqay :cobra: key
aur kuch poochna hay aap nay :smokin:

Re: Timepass

:crying: :wsalam: :crying:

Re: Timepass

Subah subah bagga, kya howa, nashta nahin mila kya?

Re: Timepass

Ehsan Sahib aap kitnay khush qismat hay kah Aik Chrsi :sunnyboy: aur aik Rooni Bhair :crying: aap kay subah subah mehmaan banay :blush:

Re: Timepass

nashta ke baad phir bhook lag gai :crying:

Re: Timepass

:omg:

Re: Timepass

yah moozi beemari aap ko bhi lag gai :bummer:

hans kar apna record kharab mat karain :sunnyboy:

Re: Timepass

Log kya kahein gey kay kaisay kaisay mehmaan aatey hain meray haan. :nahi:

Re: Timepass

Hur waqt khanay kee lagee rehtee hai. Lagta hai sis ka nashta bhi kah jate ho, issi liye bechaari kuch dino say poetry forum mein nahi ayee. :naraz:

Re: Timepass

aap nay mairay friend key Ammi walli baat kah di :omg: :rotfl:

Re: Timepass

Gul is ill :crying:

Re: Timepass

kaisa banaya hay :smiley: :sunnyboy:

:slflag:
:slflag:
:slflag:
:slflag:
:slflag:
:slflag:
:slflag:
:slflag:
:slflag:

Re: Timepass

kisi kaam ka nahi dots ko invisb karain :crying:

Re: Timepass

kar diye :D

Re: Timepass

its mean you have mind :crying:

Re: Timepass

yah mind kia hota hay :bummer:

main nay kabhi faltoo cheezain apnay pass naheen rakhi hain :sunnyboy:

Re: Timepass

[quote=“ehsan”]

:salam: Subah hogayee poetry walo. :chai:

w.slam…nai paen meri to kafi der ki ho gai hai :blush:

Re: Timepass

jo ap k pas nahi,usay kehte hain hide
acha to jo hath main pakrri hai ye kam ki cheez hai :smilestar:

Re: Timepass

kese andaza lagaya iss inkishaaf ka? :omg: