Re: ----> TimePass
khairiyat hai AQ jee
kon ssa chan charhana hai ![]()
Re: ----> TimePass
khairiyat hai AQ jee
kon ssa chan charhana hai ![]()
Re: ----> TimePass
copy cat ![]()
Re: ----> TimePass
nice intro, glad to meet you
aur mujhaY Anwaar kehtaY haiN ![]()
Re: ----> TimePass
ohh humain to maloom hi nahi tha k ap ko Anwar kehtay hain , hum samjhtay thay ap ko Anwar kehtay hain …![]()
Re: ----> TimePass
naalaaiq :halo:
![]()
Re: ----> TimePass
AQ Amal kahan ghaib hain .....?
Re: ----> TimePass
nahi ap ko copy cat kahtay hain ![]()
mery woh ka sun ka apni ko bhi woh kadiya ![]()
Re: ----> TimePass
I dunno Sheal
Re: ----> TimePass
chaliyay ap nay ab to hamari knowldge main izafa ker diya na :D
Re: ----> TimePass
iss liye kaY aap kaY sirf UNN ho saktaY haiN
woh sirf meri ![]()
Re: ----> TimePass
hamaray bhi WO ho saktay hain jee…![]()
![]()
![]()
Re: ----> TimePass
kiouN? UNN naY kiyaa bigaaRaa hai :halo:
Re: ----> TimePass
mujhay UN achay nahi lagtay WOH achay lagtay hain ![]()
acha g mai ati ho thri dair mai ![]()
Re: ----> TimePass
UN bhi or WO bhi......
AQ fiker kuen kertay hain ...:P ap ki wali WO hum nahi lay saktay . he he he he......
Re: ----> TimePass
laikin maiN bhee tau shayad kissi kaa future WOH aur UNN hooN :(
Re: ----> TimePass
jee bilkul or future qareeb hi hai Inshallah ;)
Re: ----> TimePass
saamaan sau baras kaa
pa'L kee khabar naheeN :)
Re: ----> TimePass
chaliyay main bhi chalti hoon :) ab kafi neend aa rahi hai .
take care
Allah hafiz :)
Re: ----> TimePass
Saari duniyaa hammaiN pehchaanti hai
Koi humsaa bhee naa Tanhaa ho gaa ![]()
Allah Hafiz:wave:
Re: ----> TimePass
sab ko apna dukh or apni tanhai bari lagti hai :)