Re: ----> TimePass
aik langoor hai na bas wohi kafi hai :P
buri baat... being lonely buraa maan jaayeN geY :p
Re: ----> TimePass
aik langoor hai na bas wohi kafi hai :P
buri baat... being lonely buraa maan jaayeN geY :p
Re: ----> TimePass
aiyeen theen ya ain gi ;)
Re: ----> TimePass
ab t omain nay Haram shareef ja ker paki paki dua mangni hai ap k liyay k jaldi kinaray lagain or humain mithai milay :D
Re: ----> TimePass
oki ji sab ko Allah hafiz :) have a great day and night :)
Re: ----> TimePass
buri baat... being lonely buraa maan jaayeN geY :p
aray aray yay BL nahi hain bal k ap k aik chaheetay hain :D
Re: ----> TimePass
ek cricket ki ek baseball ki aur ek basketball ki ![]()
ab muqablay kaliye bahri walo ko hi anay dain ![]()
Re: ----> TimePass
Ha ha ha.... phir to AQ ko wife ki bajay ko machine lani chahiyay...:D
Re: ----> TimePass
ajee aayeN gee kahaa hai… :halo:
WoW.. please, Do ASAP ![]()
Allah Hafiz
phir aaiye gaa ![]()
PS: aap mujhaY nikammijano lagti haiN baat karnaY kaY style saY ![]()
Re: ----> TimePass
bhai aap loug meri honaY waali begum ko jinhaiN maiN khud abhi tukk naheeN jaantaa, unn par please rehm kijiye…
yaad rakhiye aik din aap naY bhee kissi kee begum bann-naa hai ![]()
Re: ----> TimePass
itni jaldi hai AQ ap ko kahain to yahan talash keroon :D
Re: ----> TimePass
to ap kia hamaray susraliyoon main ja ker un ko hum per zulm kernay k tareekay batain gay :D
main nay to half cricket team kahi thi 2 teams ki farmaish ap ki traf say hi aai thi :P
Re: ----> TimePass
naheeN.. unhaiN apni teamoN kaY saath khelnaY kaa chellenge dooN gaa sirf.. baaqi aagaY aap khud samajhdaar haiN ![]()
Re: ----> TimePass
hum table tennis ki team banaye gay ![]()
Re: ----> TimePass
great answer shab.....
Re: ----> TimePass
us k liyay ap ko pehlay khud maidan main utarna paray ga ![]()
Re: ----> TimePass
LOL… hum kaun ![]()
Re: ----> TimePass
medaanoN saY darnaY waalaY aye aasmaaN naheeN hum ![]()
Re: ----> TimePass
mai aur mery woh ![]()
Re: ----> TimePass
like maiN aur meri woh ![]()
hey, hum dono kee statement maiN woh same hai.. issaY common nikaal kar bracket saY baahir rakh laiN :halo:?
Re: ----> TimePass
he he he he...... :P
chalo jee ab AQ ki tang khainchna ban d kertay hain .... :P
gupshup main aik or forum open kertay hain matchmaking ka or ap k liyay woti talash kertay hain :P