----> TimePass

Re: ----> TimePass

shaayad :smokin:

maiN naY tau sirf Ahmed Nadeem Qasmi kaa sher likhaa thaa :barbie:

Re: ----> TimePass

ding dong

any body home :smokin:

Re: ----> TimePass

:layd:

woh aayeN hamaaraY ghar maiN khudaa kee qudrat hai
kabhi hum unn ko kabhi ghar ko dekhtaY haiN
kaY kaheeN
woh kuch churaa naa laiN :vivo:

Re: ----> TimePass

:salam: main agaya.. kese hain sab.. :slight_smile:

Re: ----> TimePass

i am back :D

walaikum asalam......

jetay rahain khush rahain.....

Re: ----> TimePass

Aur Buhat Kuch Lutt Gaya Hai Dil Ke Sath
Ye Bataya Doston Ne Ishq Farmanay Ke Baad
Iss Leay Ghar Ki Ek Ek CHeez Check KErta Hoon Main
Ek Teray Anay Se Pehlay Ek Teray Janay Ke Baad

:smiley:

Re: ----> TimePass

Main Bhi Theek Hoon..
Poocha he nahi :naraz:

Re: ----> TimePass


I was going to post that too but then, I said Shafiq-ur-Rahman's Shagoofay will be enough for now :D

Re: ----> TimePass

Ahmer kaisay mizaj hain ap k...:D ab pooch liya :D

Re: ----> TimePass

Bata dia na.. theek hoon :snooty:

Re: ----> TimePass

gr8 ppl think alike.. :)

Re: ----> TimePass

:D

Re: ----> TimePass

Itna Sannata Kion hai Bhai.. :confused:

Re: ----> TimePass

Hum ne ro ro ke un ki yaad main tub bhar diye :teary2: :teary2:

wo aaye aur naha kar chal diye :smiley:

Re: ----> TimePass

Meri Qabar Pe Aye Wo Dia Bujha Ke CHal Deay
Jo Tail Baaqi Tha Bacha Sir Pe Laga Ke Chal Deay :stuck_out_tongue:

Re: ----> TimePass

:bobo: :bobo: :bobo:

Re: ----> TimePass

ye office main kaya ho raha hai :faizy:

Re: ----> TimePass

:smiley:

warzish

:bobo:

Re: ----> TimePass

logi ek aur copy cato agya :bobo:

Re: ----> TimePass

Office main kaam kartay hain :smilestar: warzish subah subah kiay karo ghar per :slight_smile:

P.S. waisay gupshup pe gupshup kar saktay hain aap :smiley: