----> TimePass

Re: ----> TimePass

Jee.. acha.. aik to pitai ker rahay hain.. aur kehte hain khamosh hojao.. :naraz:

Re: ----> TimePass

khamoosh honay ko nahin kaha.........
Baat karo.....:D
Shabbo kahan hai???

Re: ----> TimePass

pata nahi kahan hain.. sab aaker chupke se chalay jatay hain :'(

Re: ----> TimePass

Hmmm.....
app nay lunch kar liya???

Re: ----> TimePass

ab maza aaya na thappar kha kar :D

Re: ----> TimePass

Lunch bhi ho gay aur namaz bhi parh li :)

Re: ----> TimePass

Jee.. Biryani Khaee.. :)

Re: ----> TimePass

:D

Re: ----> TimePass

ye khanay ke baad itnin neend kiyun aati hai :sleep:

Re: ----> TimePass

mujhe to kal raat se he neend arahee hai.. :slight_smile:

Re: ----> TimePass

subah bhi uthnay ko dil hi nahin kar raha tha bari mushkil se uth ker office main aaya tha

Re: ----> TimePass

same here :)

Re: ----> TimePass

sonia jee kahan chali gaeenn..... ??

Re: ----> TimePass

Mujhay to bata kar nahin gain :konfused:

Re: ----> TimePass

Mujhe bhi nahi bataya :)

Re: ----> TimePass

jee mujhaY pataa hai :snooty:

Re: ----> TimePass

:D

Re: ----> TimePass

I m Back................:)

Re: ----> TimePass

Itna san'nataa kyun hai bhai.................

Re: ----> TimePass

sab chalay gaye.. n em also leaving for home.. Allahhafiz.. take care.. :)bbye