Re: ----> TimePass
…BYE BYE
Re: ----> TimePass
…BYE BYE
Re: ----> TimePass
I am back ![]()
Re: ----> TimePass
thanks
want some tea ![]()
abhi mangwai hai peon se ![]()
Re: ----> TimePass
i m having ma juice…
thanks app lo…
koi bhi nahin hai…aj tu
Amal bhi nahin aay…shab kahan hai??![]()
Re: ----> TimePass
kahan ho saktay hain ![]()
talash-e-gumshuda ka ishtehar daitay hain newspaper main ![]()
Re: ----> TimePass
Meraa bhi ye he khayal hai…![]()
Re: ----> TimePass
okk
here we go
Har khas-o-aam ko mutala'a kia jata hai ke GupShup ke chand mua'zzaz arakeen pichlay chand Ghantoon say la pata hain jin hazraat w- Muhtaramaat ko in ke baray main koi mussaddiqa ya ghair mussadiqa itlaa' ho wo iss patay per raabta farmain .
Gupshup Corner
Intikhaab street
Time pass Thread
Shukria
:)
Re: ----> TimePass
![]()
wel ab ye kisi news channel par aa jaiy tu behtar ho ga…![]()
Re: ----> TimePass
ab kuch kaam aap bhi kar lain na ![]()
P.S. ![]()
Re: ----> TimePass
Meraa koi wasta he nahin news channel walon say…![]()
Ab app hee sab kuch karain…![]()
Re: ----> TimePass
chalo aisa kartay hain ke GupShup Radio se raabta kartay hain ![]()
Re: ----> TimePass
…ye theek hai
Re: ----> TimePass
and I think they will do it for free :)
aakhir ghar ki baat hai :D
Re: ----> TimePass
i m back...................:)
Re: ----> TimePass
i am back also from home now :)
Re: ----> TimePass
ahan .....good.
Koi aayaa ya nahin meray baad?
Re: ----> TimePass
ab yahan koi nahin koi nahin aaye ga
jab tak ke ishtihar nashar nahin hota :D
Re: ----> TimePass
…ab hum kiss say batain karain:confused:
Re: ----> TimePass
baat karni mujhay mushkil kabhi aisi to na thi
jaisa ab hai ye thread kabhi aisa to na tha
:D