Re: Timepass- May 2012
agr koi aise note likh sakta hay tu wo Wife ho sakti hay sister nai ![]()
tarmeem karne k rights sirf mere pass hain
![]()
Re: Timepass- May 2012
agr koi aise note likh sakta hay tu wo Wife ho sakti hay sister nai ![]()
tarmeem karne k rights sirf mere pass hain
![]()
Re: Timepass- May 2012
ignore ki bijaye banned ka dawa karein na ![]()
![]()
Re: Timepass- May 2012
:mirch: & ![]()
Re: Timepass- May 2012
mein to likhoon gi kar lein jo karna hai ![]()
tarmeem nai ho sakti bas u Mars pe nai rehtey me yahan akeli hi hoon ![]()
Re: Timepass- May 2012
itni himat nai hay kesi main k hamien ban kar sake ![]()
Re: Timepass- May 2012
jite rahien khush rahien
![]()
Re: Timepass- May 2012
muj jaisa anparh ar ghareeb banda kar b kaya sakta hay ![]()
mai mars pe ata jata rehta hon is laiye tarmeem ho sakti hay ![]()
Re: Timepass- May 2012
Shukar hai aap ne salam ka jawab to dia.. main samjha aap
hain
Re: Timepass- May 2012
mai ne aap k pehle message ka b jawab diya tha aap previous page pe ja k check kar sakte hain ![]()
Re: Timepass- May 2012
ek post wohi
wali
Re: Timepass- May 2012
Bauhat achha idea hai mein apni ignore list kee shurawat aap say hee karta hoon. ![]()
Re: Timepass- May 2012
mein aap ke khilaaf uncle ko bharka deti hoon ![]()
aap b anparh ahin ![]()
u ko mars pe hamne kabhi nai dekha issliye no tarmeem ![]()
Re: Timepass- May 2012
Aap ban nahin ho sakte, yeh hamaree bagay wali smilie kay saath zulm hoga. ![]()
Re: Timepass- May 2012
per inki smilie to yeh hai :is:
Re: Timepass- May 2012
Pakistan Navy Zindabad ![]()
Pak Navy kay officers ka maira salam ![]()
Re: Timepass- May 2012
ab aap ki khair nai hogi ham baaga ad ke aap ke sar mein dard kar dein ge ![]()
Re: Timepass- May 2012
Ab kia huwa?
Re: Timepass- May 2012
nai us k elawa aap dehan se daikhian tu shayad aap ko nazar a hi jaiye ![]()
Re: Timepass- May 2012
ar ye rights ik mango user ko b de dain ta kay wo b admin ya mod ko ignore kar sake ![]()
Re: Timepass- May 2012
zara zaida bharkana ta kay wo muje foran ban kar dain ![]()
zahir hay mars pe koi school hi nai hay tu banda parh kaha se sakta hay ![]()
mai kabi apne ghar se bahir hi nai nikla tu nazar kese aoon ga ![]()