Re: Timepass- May 2012
IS Bhai aap ki ghair hazri pe main to samjha tha ke aap
laddooo bantne gae hain
Re: Timepass- May 2012
IS Bhai aap ki ghair hazri pe main to samjha tha ke aap
laddooo bantne gae hain
Re: Timepass- May 2012
nai merey uncle ne faisla kar dia hai aur mujhey unke faislay sey koi ikhtlaaf nai ![]()
mars pe u ka ghar nai ho sakta wahan sirf 1 gahr hai aur wuh mera hai ![]()
Re: Timepass- May 2012
mai kesi k soch pe pehra tu nai lagwa sakta na ![]()
Re: Timepass- May 2012
pir mai ne b faisla kar liya hay ar apna faisla kesi ar ko nai bataoon ga
![]()
main mars k door k jungle mai ik jhonprhi main rehta hon waha mai ik ghareeb banda itna mehnga ghar kese bana sakta hay
Re: Timepass- May 2012
koi gal nai ![]()
Re: Timepass- May 2012
main ne kab kaha k koi gal hay ![]()
Re: Timepass- May 2012
Pak Navy Zindabaad
inn key wajah say main buhat khawari say bach gia ![]()
NADRA wallay Murdabaad
![]()
Re: Timepass- May 2012
Nadra office wallon Lakah laanat
fittay munh tumharay
![]()
Re: Timepass- May 2012
![]()
IS bhai aap phir aa gaiay ![]()
Re: Timepass- May 2012
Kia unhon ne aap ko FAA ki tarah 4 bachon ka baap to nahin likh liya?
Re: Timepass- May 2012
Jab gal ho to mithai parcel kar dejiye ga ![]()
Re: Timepass- May 2012
![]()
jite rahien khush rahien
pir ja b raha hon ![]()
ta ta
Re: Timepass- May 2012
Budbakhtoon nay mairay NICOP main dobara say country of origin Libya likh dia
ulluoon ka kaha tha change kar dain leekan ![]()
Re: Timepass- May 2012
pata naheen loog mujh say dostyaan aur batain karna keon choor daitay hain koi Bivi kay peechay aur koi apni friend kay chakar main :hinna:
Chal Sannan apna kaam kar :cobra:
Re: Timepass- May 2012
magar aap rehti kahan hain
Saudia:@:
Re: Timepass- May 2012
Toh hum kiya karein? ![]()
Re: Timepass- May 2012
![]()
Re: Timepass- May 2012
usney he poocha tha ![]()
raat ko chai peeney se neend nahi aatiii
Re: Timepass- May 2012
![]()
Re: Timepass- May 2012
main to badnaam hun chai pine ke liye…![]()