Re: Timepass- May 2012
Dr Sahiba kai haal hai?
Re: Timepass- May 2012
Dr Sahiba kai haal hai?
Re: Timepass- May 2012
itni jaldi a gai aap ![]()
Re: Timepass- May 2012
Alhamdolillah ![]()
mujhay qulfi de dein aur 1 mareez b ![]()
Re: Timepass- May 2012
notes likhnay yaad a gaye they wuhi kar rahi thi phir you yaad a gaye to aa gai ![]()
Re: Timepass- May 2012
mai ne b bas abi wese e GS open kar liya tu u ka msg nazar a gaya . . .
Re: Timepass- May 2012
IS Bhai kasie hain aap.. kahan ghayab hain?
Re: Timepass- May 2012
qulfi ghar ke fridge main padi hai aur main office main hoon ![]()
Re: Timepass- May 2012
mujhay bhook lagi hai ![]()
Re: Timepass- May 2012
wese notes kon se likh rai thi ![]()
Re: Timepass- May 2012
acha phir gola hi khila dain aur mareez b kahin fridge mein to nai rakh diya ![]()
Re: Timepass- May 2012
muje kha lo ![]()
Re: Timepass- May 2012
Currency notes ![]()
Re: Timepass- May 2012
aap ke khilaaf likh rahi thi ![]()
Re: Timepass- May 2012
mars ke law ke mutabiq me aisa nai kar sakti ![]()
Re: Timepass- May 2012
mai theak ALLAH ka sukar hay
abi subha hi tu ik post ki thi main ne timepass main
![]()
Re: Timepass- May 2012
mai ne aisa kaya kar diya hay
![]()
mere khilaaf tu meri wife ne kabi koi note nai likha tu aap kyo likh rai ho ![]()
Re: Timepass- May 2012
mars k law main abi abi tarmeem ho gai hay, ar new law k mutabiq u kesi ko b kha sakti ho ![]()
Re: Timepass- May 2012
Kaisay kaisay log hamray jee koh jalanay aa jatey hain. ![]()
Re: Timepass- May 2012
wife ne nai likha isska ye matlab thori hai sister b na likhay ![]()
law mein ne banae hain aur tarmeem me ne nai ki issliye me kisi ko nai kha sakti bas ![]()
Re: Timepass- May 2012
aap ko jee jalane ki koi zaroorat nai hay, aap mere msg ignore kar diya karien balke muje hi ignore list main dhaal dain ![]()